Men Apni Trade Kab Tak Open Rakh Sakta Hun?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Men Apni Trade Kab Tak Open Rakh Sakta Hun?
    Mera Aik Question Hey. Men Aik Trade Open Karta Hun or us Trade ko Close Nahi Karta Hun. To Kia Broker us Trade ko Automatically Close kar dey ga kuch dair baad? Ya Main wo trade unlimited time tak open rakh sakta hun jab tak mere account men margin hey?
     
    اگر آپ کو میری پوسٹ اچھی لگی تو تھینکس پر کلک کریں۔
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    humary pass market main kam karny kay liye aga ziada saving hay to hum is main ziada achi earning kama sakty hain magr jab humain trade main acha profit hasil ho jata hay to trade ko close kar sakty hain kun kay jab humain market main profit milta hay to us kay bad humain trade ko close karna hi behtar hota hay
    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
    • #3 Collapse

      hello dear ap apni trade jb takopen rakh sakty hai jb tak wo profit mein na jaye aur jb profit mein ay jaye to ap target rakho kitnay profit per ap ne close krni hai trade apni.
      • #4 Collapse

        g han bhai apki bat sahi hai forex trdaing main hum aghr trading kar arhy hain or hmara order lga howa hai tu hmari trade aghr achy profit k sath ja arahi hai tu hmain apna order close kar dena chahye ta k market ki moving se hmain wo bhi na loss ho jay es liye sub kuj maanag kar k chalan achahye
        • #5 Collapse

          forex trading main agar hum apni trading ko improve karna chahty hay to zarori hay keh forex trading ko achi trah learn karen kyun keh learn kar kay aur demo account par practice karnay kay baad he hum trading achi aur behtreen kar sakty hay aur achi earning kar sakty hay es business main
          • #6 Collapse

            yes brother rakh sakte hai main to 6 month b open rakhta tha exness cent account use karta tha margin balance k braber rehta tha lekin insta forex main ek masla hai log keh rahay hai jab tk sari trade close nai karte profit withdraw nai kar sakte bes yeh tention bani howi hai
            • #7 Collapse

              Zyada long time k liye trade ko open rakhna acha nahi hota aap ko jab profit mil jaye to trade ko close kar dena chahiye immediately q k traders zyada profit k liye trade open rakhtey hain aur market time to time swing hota hai is sey un ka profit loss mai convert ho jata hai is liye better hai k zyada time order khula na rakhein.
              • #8 Collapse

                dear app par aur app key account balance par hi depend karta hay agar app key trade loss me hey aur app ka account wash nahi hota to app key ye trades zeyda se zeyda time key ley open reh sakty hey, app ki apni marzi hoti hay kesi be time kesi be trade ko app close kar sakty ho, profit me close karty ho ya loss me ye app par hi depend karta hay.
                • #9 Collapse

                  bhai jub hum trdaing karty hain tuhmain apni trdaing ko tab tak open rakhna chahye jub tak apki paling k according apki trade chal rahi ho jub apko apki trdaing main take profit hit kar jata hai tu ap apni trdaing close kar den or jub apki trdae loss main ja rahi ho tu ap apni trdae tab close kar do ta k apko mazzed loss na ho saky
                  • #10 Collapse

                    g han bhai g agar hamari post sy hamein profit acha mil raha ha to profit ly kr hamein off kr deni chaheye Q k market kabhi kabhi low ho jati ha jis ki waja sy hamary profit mn kami ya hamein koi bhi loss ho skta ha....
                    • #11 Collapse

                      jee bhaiyo ap ne bilkul theek kaha hey ke jab tak hamara target jo hum ne set kiya huwa hey analysis karne ke baad, jab tak wo target achieve nahi ho jata tab tak hamen trade close nahi karni chahiye or apne stop loss use karna chahiye ta ke market agar against bhi jati hey to hamen loss na ho.
                         
                      اگر آپ کو میری پوسٹ اچھی لگی تو تھینکس پر کلک کریں۔
                      • #12 Collapse

                        agr ap k pass balance zayda hy to agr ap ki trade loss my b hy to koi bat nahe q k ap ko jitna b loss ho ga wo wapes profit my b agy gi.lkn agr ap k pass account my balance km hy or ap ki trade loss my ja rahi hyto is sy humara account b wash ho sakta hy.
                        • #13 Collapse

                          Jee bilkul Tahir bhai ap ne sahi kaha ke agar hum apni trade ko hold par rakhen to hamarai trade wapis profit men aa sakti hey lekin agar market reverse nahi hoti to hamara account wash ho jaye ga, is waja se men to samjhta hun ke hamen apni trade hold pr nahi rakhni chahiye or proper stop loss use karna chahiye
                           
                          اگر آپ کو میری پوسٹ اچھی لگی تو تھینکس پر کلک کریں۔
                          • #14 Collapse

                            Bhai hum us trade ko jo hum nay lagai hui hy ko unlimited time continue rakh sakty hain agar usko woh close kr sakty bhi hain woh kabhi bhi close nai karty kiun k woh un ka kaam nai hay yeh ap ka personal kaam hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear dekhain jab bhi aap market may aik open order lagaate haibn to uss ka koi bhi expiration perod nahi hota jaab taak aap khud isko band nahio kertay ya phir kabhi aap ka account waash nahi ho jaata uss waqt tak wo trade band nahi hoti hay open hi rehti hay wo trae

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X