"Why you trade in Forex without trading in share markets"
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    "Why you trade in Forex without trading in share markets"
    I think that the best trading to trade foreign exchange is the best because it is a much larger market of the stock market and stock market so we find that the biggest opportunity to make a profit and this market is also no one can control it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex market main currency Trading Share market say qadray Asaan hai share lenay k baad unhain hold karnaa partaa hai or phr jab un K rates barh jayen Tou unhain Sell KAr Diyaa jataa hai us main aap ko zyada investment Chahiyee or eel Alag Tarah ki knowledge bhi Chahiyee
    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
    • #3 Collapse

      brother i am new in forex trading and i have not much knowledge about it therefore i cannot help you in this meter sorry for about this
      • #4 Collapse

        main b is mein new hun lykin in bato ka mujy kuch thora bohat ilam hai k is mein kia karna chahyie Forex market main currency Trading Share market say thori mukhtlif hai lykin zeda muskil nae hai ap jb share lety hain to tub rets aur hota hai aur jo ap ne jis rats py kharedty hain un rets se jb rets bhar jay to ap un ko seel kar dety hain ya cheez hai
        • #5 Collapse

          wesa tu main ak naya user hu mjha is ka mutalaq zaida info nehe haa magarmera khayal ha us main investent bhe zaida chahye ur aap ko time bhe zaida chahye phr hold krna parta haa jb pricess barh jain tu uun sb ko seelll krna parta ha jb ka forex is ki nisbat kafe easy ha jis main kam kam krna parta ha stock m aap ko kuch alag kism ki info bhe chahye hute haaa
          • #6 Collapse

            This common double top mechanism becomes the focus for their trade entry. From this well-marked signpost, they follow price to a natural breaking point and enter when violated.
            • #7 Collapse

              jab un K rates barh jayen Tou unhain Sell KAr Diyaa jataa hai us main aap ko zyada investment Chahiyee or eel Alag Tarah ki knowledge bhi Chahiyee.us main investent bhe zaida chahye ur aap ko time bhe zaida chahye phr hold krna parta haa jb pricess barh jain tu uun sb ko seelll krna parta hai.
              • #8 Collapse

                share market ki nisbat forex is liye preffered hai kiu kay is mai ap ko zada mehnat nahi karni parti bas market pairs ka trend dekhte hain aur us kay mutabiq buy aur sel kar dete hain aur pair bhi according to the trend hi move karta hai
                • #9 Collapse

                  In forex every one want to earn more and more money online from forex trading, as usual i also like to take more adn more profit daily from forex trading, Forex trading is a legal and trusted online business to make our deposit double in forex trading.forex is a reliabelw source of income.
                  • #10 Collapse

                    forex trding is no doubt best business of now a days. it is going so good and also spreading this business day by day. lott of peoples doing it which shows their confidence on this business. it is golden opportunity for students. i am also so happy in this business.
                    • #11 Collapse

                      hum ko khud he sub cheezon ko samjhna cahhye is k bad he hum koi aur kam kar sakty hain yaha pay he her cheez ko samjha jae aur yaha pay he kam ko karna cahhye k kesay is ko kya jae.
                      • #12 Collapse

                        agar hamai shares ka pata hota to ham forex main traading na kar rahey hotey balkey ham shares par trade lagatey.ap yahan pr un k barey main bata dain.
                        • #13 Collapse

                          log share market ki bjae forex main is lie aatay hain q k share ki price kam ya zyada hotu rehti hai jab k forex main ap apni marzi se dono soorton mwin profit le sakte ho.
                          • #14 Collapse

                            kyun kay forex mein kam investment say kam kar sakty hain or ye easy bhi hai. aap ko just ek computer or ek internet connection chahiye.jab kay ager aap ko stock exchange mein kaam karna hai to aap ko investment bhi ziada chahiye or wo bohot difficult bhi hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g bhai ap ne bilkul thik kaha. iski koi central market nahi hai. sirf logon k trend se market move krti hai. jis tarf ko commercial traders move karte hain usi trend ko market move karti hai. bas hamme is bat ka khayal rkhna chahiye k market ka jab up trend start hona ho to buy ki trade set kar den or jab down trend start hona ho to sell ki trade set kar den.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X