Trading main jald baz hamesha nuqsan main rahta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main jald baz hamesha nuqsan main rahta hai?
    Trading aik sabar azma kam hai jis per apko ko hard work bhi karna hota hai is ley khod main sabar aur bardasht wali sifat piada karen koun jaldi ka kam shitan ka hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ap ki bat bilkul thk hy ke forex trading main juldbazi bahut nuqsan deh chez hy forex main wohi log kamyab hoty hn jo patienc se kam laity hn, long term trade main hamesha wait kerna chay tub hi ziada profit milta hy, forex main market ki movement up and down hoty rehty hy is main ghabrana ni chay see and wait your trade
    • #3 Collapse

      Ji Dear ap sahi meh rahy hain hamen forex trading mein jald bazi nai karni chahiye agar jaldiii bazi kren gy to us sy hamen loss b ho sakta hay loss sy bachny k liye hamen patience rakhna ho ga
      • #4 Collapse

        Bro apny bilkul thk kha k agr hm ny forex se earn krna hy to hmy bilkul mind fresh or sabr se kam lena ho ga or is me jaldbazi ki zra b zrort ni jo forex me sabar se kam lety hyn or jaldbazi ni krty wo kamyab hoty hyn
        • #5 Collapse

          Trading aik bahat hi riski kam hai jis main har waqat apny jazbat jo control main karna hota hai koun ke agr zara bhi market teez ho jay tu aksar trader ke munh phol jate hein .Trading karna sabar bardashat ka kam hai jai jis main har waqat mentality freash hona parta haizaia se bhi be ihtehati un recover loss ja mojid bn skti hai
          • #6 Collapse

            Aik mashahoor kahawat hebk jaldi ka kam shetan ka,means jald bazi krny me maximum loss k chances hoty hen. Specially abi jis tarah gold markete me sharp movement kr raha he to is me jald bazi mat kren ,behtreen analysis kr k trades lagaen aor tp hit hony ka wait kren.
            • #7 Collapse

              Trading mein jald bazi ham ko hamesha loss ki taraf ly jati hai.jald bazi ni karni chahya ham ko market ko dakhna parta hai aur apny AP pa hold karna parta hai..yeh NI keh Thora profit ya loss ho to ham jaldbazi mein trade close Kar dyn phr trading ka koi faida ni hai karny ka..es Lia market ko dakh ka araam sakoon sa Kam karan
              • #8 Collapse

                koi b business ho forex trading k elwa b app us main jald bazi kro gy to b app kro masla he ho ga is liya forex trading main to jaldi jaldi earning kr neka tarika galat hai app aram aram sy trading kry agr app ne kahi jald bazi ki to app ko trade main mushkil a sahk ti hai is liya forex trading main jald bazi na kry achi trade ka wait kry or phir trade lagay.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading main jald baz hamesha nuqsan main rahta hai?

                  g sahi kaha ap ne trading me jald bazi nahi karny chahiye trading me jald bazi se hamesha nuqsan ho ga kiu ke jald bazi me ap kuch aese faisle karte ha ke jo ap ko nahi karny chahiye aur ye baat hame baad me samjh ati ha lehaza ye baat hame pehly soch lene chahiye aur jald bazi nahi karny chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading main jald baz hamesha nuqsan main rahta hai?

                    agar hum jald baze mai kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik unique busiens hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain ti hamy jald baze ko avoid karna ho ga hamy ahesta ahesta kam karna ho ga hamy mahnet sy forex mai kam karna ho ga forex all world mai bohat taze sy famous hony wala business hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading main jald baz hamesha nuqsan main rahta hai?

                      Ji haan sir aap ki baat bilkul right hai agar Ham trading Mein jaldbazi Karte Hain To Yar humare liye nuksan bhi ho sakta hai Kyunki jaldbazi Hai Hum Kabhi Bhi correct decision nahi lete aur Hamara trade laws Main Chala Jata Hai isliye trade karne mein kabhi bhi jaldbazi nahin Karni chahiye bol ke best entry point ka wait kar ke free trade lagayenge to Hamein Achcha profit mil sakta hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X