forex market ko kon control karta hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex market ko kon control karta hay
    har trader kay mind main ye sawal zaroor ata hay keh forex market ko kon control karta hay aur ye kaisay move karti hay kaisy traders kay stop loss aur take profit hit hoty hay asal main forex market main movement news aur currency ki demand ki waja say hoti hay aur esi move ko samjh kar humay trading karni hoti hay
    friends apny remarks share karen
    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    aapki baat kuch had tak theak hay forex trading ko control koi nahi kar raha market main moveement currency ki demand ki waja say hoti hay aur agar hum eski movement ko understand karen gay tab he hum market main achi earning kar sakty hay es business main humay khoob time daina chahiye tab he hum safe earning akr sakty hay
    • #3 Collapse

      agr hum is main emotion ko kabo kar kay kam karty hain to trade karna humary liye asan ho sakay is main sb mil kar kam karty hain or trade main achi earning kamty hain magr is main kafi hard work karna hota hay jis kay sath humain trdae main kam karna kafi best ho sakta hay learning karna kafi sai ho ga
      • #4 Collapse

        market main kam karty hain to is main sab mil kar kay hi is ko run karty hain kun kay koi aik erson is kam ko run nai karta hay sab is main mil kay is kam ko chala rhahy hain boht say log is main forum main kam karty hain or is mai insta main b kam kar rahy hain trade karny karny kay liye kafi aham hota hay
        • #5 Collapse

          market main koi aik person kam nai karta hay is main boht say log kam akrty hain or trade main achi earning kama rhy hain market main sb mil kar kay market ko run kar rahy hain is main koi forum main kam kar raha hay to koi insta forex main apnay order ko place kar rahay jis say achi earning hasil hoti hay
          • #6 Collapse

            forex market main movement currencies ki demand ki waja say hoti hay agar hum esko achy say samjh kar trading karen gay to he hum market main achi earning kar sakty hay es business main money management karty huway trading ko understand kar kay kam karnay main he faida hota hay tab he achi earning kar sakty hay
            • #7 Collapse

              forex aik decentralize market hay is ka koye khase center nahey hay ise ko kon controle karta hay is may thora confusion hay inshallah may ise ke barey may searcching kar ke ache se post ap logo ke lyai shoru kardo ga aur ap log enjoy kar sako ge thank you.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                slaam to all forum members.. jahan tak market ka control karna ka swal ha ya iyk worldwide business ha jisa duia bar ka bank control krta hian is mah jo moment hoti ha wo us conutry ke economy par depend krta ha jisa jisa mulk ki economy strong ho ge wasa wasa currency bhe strong ho ge daily is mah byer ur seller ke demands ka matbib moment dekhi jati ha its good bussiness..

                اب آن لائن

                Working...
                X