How to get rid of loss?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    je haan is ko khatam karanay aur is say chutkara panay kay bohat he zeyada tarikay haan janab.sub say ahm tarika yea hay kay ap apni galtio say sekhain takay ayenda asi galtia na karain yea he ahm tarika hay je?
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      Baat ye hai keh hm nuksan se tabi bach sktay hain keh hm mehnat krain. Strategy apnain. Plan bnain. Baghair kisi lalach aur emotions k kaam krain. Tb ja k hm kamyab hongay. Hmain ye baat b zehan main rkni chahiay keh nuksan to hota he jb bnda karobar krta hai. Isi liay hamain disheart ni hona chahiay
      • #123 Collapse

        App ko is main karne ki koi bhi zarturat nahi hay kun ke app aik real kam ko kar rehe hay is liye app ka koi bhi kam ho yeh forex hi kun na ho app ko income acha karne ke liye huta hya kake app ko dara kar loss dene ke liye .
         
        • #124 Collapse

          yes dear friend ap sahi keh rhe hen k humen forex men hmisha greed aur loss ko cover kerna chaye aur apne emotions ko kabo men rakh ker he trade kerna chaye aur ye bhi ap ki bat sahi hai k becom ker k agar trade ki jai tu ye aik best hoga aik ache trader k leye men ap ki bat se bilkul agree kerta hon aur men sab new trader bahion se bhi ye he kahonga k emotion greed in se bache bachen ye dono forex men bohat noksan deti hen
          • #125 Collapse

            In my opinion the Forex is the business where the money can be made and it can be give the money and we do not get rid of fro the loss because it is the main part of the every business because the Forex is the business of making money.
            • #126 Collapse

              ap ko loss say bachay kay liay sab say achi bat to ye hay kay ap demo trading say trade karain aur yahan per jitna zeada ho sakay apna experience lain kyon kay jitna zeada experience hamaray pas ho ga ham utna he zeada profit market main say laly sakain gay
              • #127 Collapse

                forex ak complete business ka name ha or is ma jahan profit hota ha wahen loss b hota ha or asa ni ha k koi b ya kaha k forex ma loss k bagar trading ho sakti ha to ya galat ha kew k loss is the part of business or ya ka hm apna loss ko experience ma izafa kr k kam kr sakta han or jasa jaasa koi forex koo learn krta ha us ka loss b kam hota jata ha
                *** ThUnDer ***
                • #128 Collapse

                  Agar ap aona loss ko is businss ma kam karna chtay hain to ap ko chiya kay ap is business ko achi tarha sa learn karo ak acha profit kay liya.
                  • #129 Collapse

                    loss sa bilkul khatam to nai kr sakty magar kam kia ja sakta hai.is k liye zarori hai k ap k pass forex trading sa related kafi ziada knowledge ho .is k ilawa agr ap lalch kr k ziada sa ziada invest krin gay to is ma b loss k chances bht ziada hain.loss ko kam krny k liye apny emotions ko b control ma rakhan chaye chahy loss ho ya profit na ziada khush ho jay ik dam sa na khafa.
                    • #130 Collapse

                      jnb app nai bilkul sahee kaha ha forex trading main loss ki sab se bari reason yahi cheesain hain aur kafi log ye jantay bi hain iss kay bawajood wo in ko chortay nahi hain aur apna loss kartay rahtay hain hum sab ko try karni chaiya kay in se avoid karain aur apnay loss ko kum karni ki koshish karain
                      • #131 Collapse

                        nafa nuqsan is bussiness ka hisa ha balkay kisi bhi karobaar mane ya hota ha ap ko bus isay manag kerna hota ha is is loss ko nafa mane tabdeal kia jay ya next kisi or trade sa is kami ko pora kia jay
                        • #132 Collapse

                          dear agar ap ko lagatar forex trading me loss ho raha hay to ap ko chahiye kay forex demo account me es ki practice karain aur ap ni galtio ko theek karain aur forex kay bare me mazeed knowledge gain karain aur humesha market ka trend daikh kar calm aur cool ho kar trading karain.
                           
                          • #133 Collapse

                            agar ap apnay capital kay hisab say control trade karo gay to loss kay imkanant kam hojatay hain duniya ka koi business aesa nahi jis main loss factor na ho par achi strategy ho to loss say bacha ja sakta hay
                            • #134 Collapse

                              i think forex me hoony waly loss ko kam karna bhoht mushkil hai and i think announcement trading personally complicated. In announcement trading there's no accessibility or maybe leave selling price and often marketplace moves both guidelines, i'm talking about the reason why my partner and i stay away from that and doing technological trading.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                Loss tu dunya k har business main ata hai. balky ap zehn main rakh lo k loss har business ka lazmi hissa hai aur sab log isko zehn main rakh kr apko trading main ana chahye kyonk har wakt profit bhi nhe hota aur lazmi tor per apko lalach bhi ayega jissay apko agr ek dafa shayd proft mil jayte tu phr next time loss hoga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X