How to get rid of loss?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1636 Collapse

    maire khayal mai Forex trading mai loss saay mukamil tor per bachna almost impossible hai . Lakin traders ke liye acha yeh hai ke woh loss ko jitna kam say kam level per rakh sakin itna he acha hai . loss say bachey ke liye traders ko proper analysis kay baad he trade mai enter hona chaiye.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1637 Collapse

      bilkul sahii.. greed aik aisi chiiz hai jo ap ko phansa deti hai ap apny emotion ko control kren apny rules bnaen aur ic ko follow kren tou ap kafi had tk apni mistake ko cover kr sakty.. ap aik dam se lambii challaaang na lgaen ap be like a tortoise start kren khargosh na bn jaen'''
       
      • #1638 Collapse

        g han is main hamain hard work karni ho gi is main apny emotion ko control kar k kam karna ho ga aur is forex main greed ko avoid kar k kam karna ho ga ta k is main kamyabi hasil ho aur loss kam ho aur earning ho gi
        • #1639 Collapse

          Sir log loss say bachnay kay ap is may zeyda say mehnat kare ir jshsn tak ho sakay id may jad bazi na kare loss say bachnay ka mere nadeek aik hi kaam hai ap kisi expert say pahlay ye kaam seekhay us kay kaam kare loss nahi ho ga thanks
          • #1640 Collapse

            het kam waqt p acha lagta hy agr ap greedy ho jain gy ya jaldbazi krn gy or consentrate trading k bajaye money pa krn gy ko loss ziada ho so do not greedy and work hard and have patient too b success and earn good income
            • #1641 Collapse

              agr humain trade main loss hota rahta hay to humain learning karni ho gi kun kay lack of learning say kam karny main humain aksar is main profit nai hota hay loss hi hota hay
              • #1642 Collapse

                Hm apny Los sy stop loss lga k nuqsan sy Bach skty hain aur apny emotions pe control kr k hm Los sy Bach skty hain aur apny andar discipline Wali hebit dal k nuqsan sy Bach skty hain.
                 
                • #1643 Collapse

                  By hard work and good work ethics we can control the loss but can not illuminate it because every business keeps a little bit loss hazard
                  • #1644 Collapse

                    Bhai janmujy iska khas para ni hy k apny Kia poocha hy kio k main new hon aur mery khial main forx main kabi bi hamain lalech ni karni chahiy tab ham loss sy Bach pain gygykio k lalech bahut sy trader ko ly doobi hy aur hamain is sy bachna ho ga
                    • #1645 Collapse

                      forex tradi9ng mien agar apko apne losses ko manage karna hai to is mien ap money management ke sath trading karen is mein ap agar proepr money management ke sath trading karenge to apka account kabhi bhi washed out nahi hoga.
                       
                      • #1646 Collapse

                        forex trading mine agar ap is mien risk management ke sath is mien trading karenge aur apne risks ko manage karna seekhenge to hi ap phir is business mein sahi se kamiyab hosakte hain.
                         
                        • #1647 Collapse

                          hamain is main learn kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur is main loss ko rid nai karna ho ga ta k earn ho saky aur practice kar k hi trade karni ho gi ta k hum market main achi trade kar k sucess ho skay
                          • #1648 Collapse

                            hamain is forex k rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k earn ho saky aur market main trade karny k liye knowldge hasil karna ho ga ta k profit acha ho saky aur market main trade kar k loss kam ho saky
                            • #1649 Collapse

                              jab b hum trade karty hain to humain learning kar kay achy say kam karna ho ga humain loss say nijat hasil karni hay to humain learning kar kay ahc ysay kam karna ho ga jis say earning ho gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1650 Collapse

                                ager ap ko loss ho jaey tu ap ko chaiey k phely loss ki waja ko tlaash kerien ys k bad jab ap ko loss ki wja mil jaey pher apk chaeiy k ap is ko correct kerin, or us k bad perh ap trading kerin is se ap apny loss ko bhi recover ker skaty hein
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X