Improve Knowledge and experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Improve Knowledge and experience
    Forex trading main hum apni trading aur knowledge ko ksy improve kr sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Hum trading mein apni knowledge demo account sy improve ker sakty hain. As a newbie hamein youtube search kerni chahiye aur different forums join kernay chahiyein jin per forex related issues discuss kiye jayein. Lekin jo bhi cheez seekhein usko Demo account per 15 days upto a month zarur practice kerna chahiyein q k kaafi additional cheezein seekhne ko bhi mil jaati hain. Trading aisi cheez nai hai k bss 1 2 months mein seekhi jaye.
    • #3 Collapse

      assalam.o.alaikum... hum forex mein apna knowledge brhany k liye online sites wgera se help le skty hain online trading se b seekha ja skta hai or practise k liye hm demo pr practice kr skty hain us k ilawa ye forum hmain bohat help deta hai is mein doosron k experience se fayda uthany ka moqa milta hai.
      • #4 Collapse

        Forex trading me main experience or knowledge hai success k liye or other things b important hain jaise , strategy, emotions and greed in control, good capital, market analysis and some other things lakin sub hum ko trading kerte rehne se hasil hoti hai means in ka theek use hum ko experience k sath sath hi ata hai or isi terha knowledge humari learning or trading kerte rehne se improve hoti hai means experience or knowledge time Forex ko dene se practice kerne se hasil hoti hain.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Dilshadyaseen پيغام ديکھيے
          Forex trading main hum apni trading aur knowledge ko ksy improve kr sakty hain
          Agar Hum Forex trading Mein acche trader Banna chahte hain toh Hame Apne experience or knowledge Ko Badhana hoga aur Jaise Jaise Hamara experience on Knowledge Jyada Hoga Hume profit Bhi Jyada hoga
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Instaforex main trade kar k aap us waqat he profit hasil kar saktay hain jab ka trade k matalaq knowledge aacha ho aur ka exprence ho aur exprence aap ko demo account main trade karna sa he hasil ho sakta hay jitna aap demo account main trade karan ga utna he trade k matalaq knowledge baray ga aur exprence be
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Dilshadyaseen پيغام ديکھيے
              Forex trading main hum apni trading aur knowledge ko ksy improve kr sakty hain
              Hum Bhi Agar aap trading main Apna likho improve karna chahte hain toh aapko chahiye ke aap Forex related books O Re Kare aur YouTube pe channel subscribe kare jenpauh Forex result news Ja informations Aati rehti hai aur Marketa ke sath touch mai rahain
              • #8 Collapse

                Brothers, forex k experince and knowledge ko bharanay k kafi sources hn..es k lea ham youtube se help lay sktay hn q k youtube pa forex k bht saray cources mil jatay hn..es k ilave forum join kr k bi bht kuch sekha ja skta ha. demo account se bi experience increase kea ja skta ha.
                • #9 Collapse

                  Yes bro forex mein kamyabi aur profit ka Lia experience aur knowledge 2ni time time improve karna chahya ku keh yeh 2no asi cheezan Han jin pa AP amal Kar ka profit ki taraf ja sakty Han..jitna ziada knowledge ho ga utna ziada profit ho ga aur loss BHT Kam ho ga...AP sub SA request hai knowledge ko ziada SA ziada improve Karan ...
                  • #10 Collapse

                    market main kam karny kayliye humain ziada experience ho ga to hi kam karna kafi asan ho sakta hay is main apni knowledge ko improve karny kay liye humain dmeo account ko use karna ho ga ta kay trade karna humary liye asan ho sakay or low risk main trade karna humary liye loss km ka sabab bnta hay
                    • #11 Collapse

                      Dear forex mn kam karny k lye apko knowledge ki ache khasi zarorat hoti hai aur knowledge ap internet sy aur apny senior members sy hasil kar skhty ho aur apna experience barhny k lye apko demo account pay zaida sy zaida practice karni chahye os k bad ap trading karo gy toh loss km profit zaida ho ga
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Forex trading business mein achi trading tab ho gi jab ap ko forex trading business mein knewledge aur experience ho ga aur forex trading business mein experience ap demo account par practice kar k hasil kar saktay han aur knewledge ap net par search kar k hasil kar saktay han aur kise bhi experience trader se knewledge hasil kar saktay han aur forex forum se bhi knewledge hasil kar saktay han knewledge aur experience ka hona zaroori hy achi trading k liye

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X