indicators kia hoty hain?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicators kia hoty hain?
    Assalam-o-Alikum!

    yr mojhy forex trading ka zayda nhi pata main ne is ko abi join he kia hai mery maind ma ak sawal hai ya indicators kia hoty hain ? or in ki kia hamiyat hai forex main or in ko kasy dekha ty han mojhy ya samjha nhi a rahy indicators kia ko exparts mojhy indicators k bary main details sy batye ga k ya kasy dekhy ty han or inka faida kia hota hai ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Friend forex trading ma market ke up and down movement ko monitor kia jata hy and phir us ke movement ko observe kar k andaza lagaya jata hy k market ke next movement kia ho ge is kam k liye jo cheez istamal ke jati hy us ko indicators kaha jata hy jo k mukhtalif kism k hoty hen in ko study karny k liye ap ko koi forex learning app download karni chaye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Forex trading Mein Hum indicator Koi use karte hain Yeh indicators market ki price ko monitoring karne ke liye aur Market Mein konsa trend chal raha hai usko verify karne ke liye aur aapne kaun si jagah Apna order open karna hai aur kaun si jagah aapne Apna order cloze karna hai Ishwar ko Maloom karne ke liye indicators use Kiye Jate Hain Hum market Mein analysis perform karne ke liye indicator par depend Karte Hain aur almost technical analysis Mein indicator Koi use Kiya jata hai aur Inki aap se kaam kiya jata hai

      اب آن لائن

      Working...
      X