Update your mt4 application time to time
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Update your mt4 application time to time
    Dosto apko ye batana chahta hoon k aap log apni meata trader 4 ki application ko update kia karren jaisy hi uski koe update aati hae to q k hamesha new update men new features hoty hain aur new options hoty hain jo k hamari trading men behtr tariqy say madadgaar sabit ho sakty hain.aur isky ilawa apko mt4 application k sary options say aagah hona chaeay aur apko pta ho k kia kia fuctions hain iss application k.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Je bhai apne bahot knowledge wali bat ki bahot sare members is chez se waqif nahi hote ya wo jan bhooj k update nahi krte or update krte rehna chahie is se kai new features add ho jate hen app main jo bahot helpfull hote hen us app ko future maim use krne k lie.
    • #3 Collapse

      Yes of course aap sahe kay rahay hain hamain time to time apni meta trader four ki application update karni chiay.
      Kiun kay kuch indicators ki setting change hoti raiti hain. Or deviation kay features bhi last time meta trader 4 main add huay thay.
      Isi liay aap ki bata theek hai kay hamain time to time apna meta trader four application update karna chiay ta kay bonus account per trading main koi issue na ay.
      • #4 Collapse

        G han apni meta trader 4 ki application ko time to time update kerty raha kerain kyun ky kabhi kabhi aesa hota hai ky same application open kerny per market access hi nehi ho rehi hoti so jab bhi aesa ho tou pehly apni mt4 application ko update kerain phir jab market access kerain gy tou ho jaey gi
        • #5 Collapse

          G haan dear ham ko lazmi app udate karni chahey kun k es se jitny bhe bugs weghra hoty hain wo khatam kar deiy jaaty hain aur aap ko completely update kar diya jaata ha. Aap jab server pe sometimes order lagaty hain wo accept nahi hota to us ka app update na honey ke wajha se bhe ho sakta ha.
          • #6 Collapse

            g han bhai aap ny sahi kaha hy k hamein apni mt4 application ko update krty rehna chahiey keun k jb ham aisa krty hain to is mein jo bhi koi nyi tabdeeli aayi hoti hy to hamein uska pata chal jata hy aur usky hisaab sey ham trading krty hain jo k hamary liey kafi behtr ho sakta hy
            • #7 Collapse

              g bhai apki baat bilkul sahi hy k hamein apni mt4 application ko update krty rehna chahiey keun k bahot sari aaplications ki update aati rehti hy issi tarah mt4 ki bhi aati hy to hamein is cheez ka khas khayal rakhna chahiey keun k agr koi nyi changing aati hy mt4 mein to hamein uska timely pata chal jaye aur us sey hamari trading behtr ho saky
              • #8 Collapse

                mt4 ko zaroor update karna chaeay q k har updates k andar koe new milta hae hamen aur kaien dafa ye b dekha hae k ham ye soch rahy hoty hain k kash falan wala option hota aur jab new update aati hae to usmen wohi option maujood hota hae lihaza achy results k liay apny mt4 ko update rakhen.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  G Bhai apni application ko time to time update Kia karan ku keh kafi upgradation ati rehti Han ...to Jo Jo option aty Han un sub ka use ana chahya ...agr ni pata to kisi SA bhi puch lym...

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X