Forex kay asraat life mai positive ya negative

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    It doesn't ruin the personal life but it helps me to built up a new career.It helps me to earn money and giives a opportunity to self depend any time.Forex is a best place for earning and build a new life.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      business main to profit and loss dono he hoty hain,,profit ho to possitive asar hota hai and loss ho to negative asar hota hai,,main ek company main job he karta hoin and us ke earning se bohat hath tang ho jata tha but jab se maine trading start ke hai main apni har need ko pura kara sakta hoin and is k sath sath mare saving bhe hoti hai,,,mare liye to possitive hai ye
      • #153 Collapse

        Dear insan ki thinking positive ho to woh negative point ko bhi positive hi leta hai forex trading main positive point yeh hai k main is sey grow kar sakta hon yeh merey lye best option hai jahan main apney financial status ko set kar sakta hon aur negative point yeh hai k main time nahi dey paraha forex trading main.
        • #154 Collapse

          salam forex trading ek best business he jis ne hamari zindagi me positive asraat dale hen jo bhi shaks ek bar forex ko join ker le to us ki bohat si tention dur ho jati hen ham apny bohat se khuab pure ker sakte hen or apni life ko asan bana sakte hen ...................thanks
          • #155 Collapse

            Trading ka asraat zindagi pe zarur partay hayn
            agar aap lalach na rakho n basci strategies ko apnao or
            step wise oper anay ki try kro to aap ko tension b nahy
            hogi n trading bhi achi magar agar ye sab nahy krogay
            to tension barh jaegy n zindagy par b negative asar
            hoga
            • #156 Collapse

              Forex trading ko dosto agar ham prorper rtrekay say sekh kar start kartay hain to ya hamareylife par bohat zayada positive asrat dalta ha or agar ham is ko wasay he baghar rsekhay start karrrrrrrrr latayhain to ya hamarey life par bohat zayada negative asar dalta ha. .
              • #157 Collapse

                forex ki waja say positive or negative dono trah k asraat ho sakty hain is main ap agar apna kaam daily ka daily karo gay to apko loss naheen hoga or apki routine bhi effect naheen hogi lakin agar is main ap ikatha kam karo gy to negative effect hoga or apki life effect hogi
                • #158 Collapse

                  ji ah bhi ij hr chiz ka asrat negative bi hoty hia ur pastive hoty hia mujhy to waisy abh is kianandr positive asrat hi naazra aya hia bad a pta nahi
                  • #159 Collapse

                    forex k asarab humri life pe ache hain filhal ache hain but yaha kab ache or kab bore ho jaye kuch pata nhi chalta ku k forex hai hi esa business k yaha kuch hi ho sakta hai, i love too much business but me hmsha dari rehti ho trading karne k bad kahi loss na ho jaye but stop loss or take profit ka zaror wait karti ho
                    • #160 Collapse

                      forex aky asraat life pr positive hoty hain jo is main apna acha work kr kay trading krty hain to un ko bht hi income forex trading data ha aor phir halat achy ho jaty hain aor forex sb kay liye bht acha business ha is main profit acha ho jta ha
                      • #161 Collapse

                        Ye trader py khud depend krta hai k wo forex trading ko kis hudd tak aur kaisey leta hai agr trader forex aik normal job ki tarha krey to mera nhi khayal k iska koi side effet ho ga lakin agr traders trading aik addiction ki tarha krein to is k liye negative effects hi create hoon gay.
                        • #162 Collapse

                          Dear member i think Forex trading humari life may postive change lahta haa woh ess tahrah say ka ess kay zariya humy earning hoti haa jis say hum apni halat ko acha kar sahkty hain or apni life style may postive or acha change la sahkty hain or rich people may shamal ho sahkty hain.
                          • #163 Collapse

                            ye tu depend karta hai ap ke experience per aur ap ki earning per yani ager ap acha profit hasil karte hain tu ap ko is business ko positive samjhte hain aur ager ap ko loss hota hai aur ap ki samjh main nahi ata hai ager ye business ko tu ap ki life main is ka asaer negative hota hai
                            • #164 Collapse

                              well agar ap is business mai agar achaaa kama rahy hain then ap is busniess mai achaa kaama sakty ain kyun k ye asa bsiness hai jahan money bht zydaa hianand ap bht eanrig kar skaty hai is mai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                ji ha bhi ji hr chiz kai negative asrat hoty hai q kaia gr hr chiz ka yae samjha jai gai si kai negative asrat hai to yae bat ghalt hai laikin yae kam acha ahi hamry liy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X