Forex trading kay liey kya chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading kay liey kya chahiye
    Hum forex trading apny office ghar ya kisi bhi jaga kar sakty hay jahan par ye mundarja zail sahulty muyasar hon
    1. Computer or Mobile
    2. Internet
    3. Real forex trading account (Forex broker kay sath account)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading aik aisa business hay keh es business ko hum kahen bhi run kar sakty hay bs humary pass ye chezain honi chahiye internet aur trading karnay kay liey device aur radl account agar humary pass ye sab chezian hay to hum market main bohat achi earning kar sakty hay bs humay theak say time daina chahiye aur seekh kar he kam karnay main faida hota hay
    • #3 Collapse

      Ye chezen to chahiey lekin in chezon k elawa hamen himmat, knowledge, patience, courage, self believe, time, aur good planning b chahiey ye sab chezen houn gi to he acha trader bana ja sakta hai.
      • #4 Collapse

        forex trading main kam karna chahty hain to humain is main kam karny kay liye real documents ki zrort hoti hay jis kay hisab say humain kam karna hota hay or accoutn ko open karwana hota hay or humain profit leraning ho gi to hi hum market main kam kar sakty hain trade ko sikh kay earning ho gi
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: luvc پيغام ديکھيے
          Hum forex trading apny office ghar ya kisi bhi jaga kar sakty hay jahan par ye mundarja zail sahulty muyasar hon
          1. Computer or Mobile
          2. Internet
          3. Real forex trading account (Forex broker kay sath account)
          Bhai forex trading k liye ap k pas Android ya iOS mobile phone or is k elawa internet access or dusra thoda boht expierence tha k kaisay trading kia ja Sakay
          • #6 Collapse

            brother forex trading ke liye apka time bohot important he ap forex trading to mobile laptop ya pc par chala saghte ho leken apka time bohot kemti hain forex trading ko time do mehnat lagan se kam kro market ko analysis karna sekho indicator ko istemal kro ye bhe bohot important he forex trading ke lye
            میں نے زندگی میں ایک ہی بات سیکھی ہے کہ
            انسان کو کوئی چیز نہیں ہرا سکتی جب تک
            وہ خود ہار نہ مان لے
            Posts Ache Lage to please Click Thanks
            • #7 Collapse

              han je bilkul online kaam ka subse yahe bara maza hota hai k hum kahin se bhi ye kaam kr skte hain chahe wo ghar ho office ho ya koi bhi jaga bus humare pas us k lia computer or internet hona chahe or forex par hum kahin se bhi kaam kr k acha earn kr skte hain wo bhi free me insta forex ki waja se unhone hume bht he achi opportunity di huwe hai dosto.
              • #8 Collapse

                forx main kam karna hay to humain is main kafi rules ko follow karna hota hay jis ki help say market ko smjhna asan ho sakta hay is main real accoutn ka use karna hota hay or is kay liye humain koi internet ki zrort hoti hay is main kafi rules hoty hain jis say trade main kam karna hum allow ho sakta hay
                ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                • #9 Collapse

                  Dear friends 1St time when you want to join and works in forex you make demo account because demo account is only for practice and increasing your experience. Do experience and knowledge after make real account to make much more profit online from this and more powerful experience to much important experience for forex business increase your experience from demo account first this will be give you more help
                  • #10 Collapse

                    han ge agar ap forex main trading krna chate hain tu ap ko computer ya mobile chaye hota hai or internet or account ke elwa ap logo ke pas trading main experience bhe good hona chaye tab he ap log es job ko thek tara se kr sakte hain trading main hard working krna ho ge agar ap success krna chate hain tu or ap ko good time bhe invest krna ho ga her chez ko es job main watch krna parta hai
                    • #11 Collapse

                      bahi jan forex treading my profit earn krny k liay humy is my bohet sara experience or knowledge chahiye.agr humary pas knowledge or experience ho gi to he hum is my kamyab ho sakty hn.
                      • #12 Collapse

                        Asslamo Alaikum dosto forex trading pe kam karne ke liye ap ka qeemty waqt (time) chahiye or es ke ilawa aj kal har kisi ke pas computer or laptop mojod han or is pe kam karne ke liye inter net ka hona bhi lazmi ha forex trading pe ap apne ghar office or kanhi doston ke pas bath kar bhi kam kar sakty han is ka sab se ziada bani fit ye hi ha ke har waqt is pe kam kar sakty han bas thora sa experience hona chahiye
                        • #13 Collapse

                          jab hum trade karty hain to is main practice kar kay kam arna ho ga jis ki help say humain market ko underrstand karna kafi best ho sakat hay is main agr success hasil karni hay to trade ki help say hi humain is main kam karna ho ga or is kay liye humain kafi mehnat say kam karna ho ga k loss km ho saky
                          • #14 Collapse

                            forex trading run karnay kay liey humay internet ki need hoti hay eskay sath trading account ki jis main hum nay investment ki hoti hay aur es trha hum trading start kar sakty hay aur market main earning kar sakty hay aur humay chahiye keh ye sab tab he karen jab hum esko theak say samjh kar run karen gay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear ap ne sai kaha in sb cheezo ki zarurat hai forex trading mein but knowledge hona aur practise hona b utha hi zaruri hai forex mein phir ja kr trading kr sakty hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X