Buy and sell stretgy
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    g bhai jaan mai samjta hu humay daily basis per buy and sell ki b strtegy learn karni chaiey and mai to daily basis per apni planning k saat he chalta hu
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      mein ap k is answer ka jawab nhi dy sakta kyun k mery pas itna experience nhi hy aur mein new member hn agar mery pas answer hota to mein zaror dy deta
      • #63 Collapse

        dear brother......yeh to bukhat hi simple stretgy hai .......koi mushkil nai hai .......bs ap buy aur sell ki entry laga dy ......aur jab ap ko pata chaly k ab market ka trend uper hi ya neachy hi jaye ga tb ek entry close kr dye.
        • #64 Collapse

          ye koe strategy nahi hai balkey ye to aik qisam ka order hai aur is order main wo lagatey hain jo k majboor hotey hain.
          • #65 Collapse

            well, mujhe tw nae pataw is k bare me, balke meraw bhi same question he ye... :)
            • #66 Collapse

              Assalam-O-Alaikum is tarha nahi hota hay aur aik he time me buy aur sell laganay say ap ko kabhi be profit nahi ho sakta bal kay is tarha say ap ki trade hedge ho jay ge aur jahan par ap is ko open karen gay wohi ap ka trading point bn jay ga.
              • #67 Collapse

                Sir ye buy and seel ka dono option apko trading kay liey diye jatay hain tah kah ap log trading kay lay paosay hasil ker sakay is may loss or profits dono hi apkay sath hotay hain soch samejh ker hi kaam kare thank u
                • #68 Collapse

                  Yes jab hum trading me order lagaty han to humary samne do kisam ki strategies hoti hai ek Buy ki or dusri Sell ki hoti hai ye sab trader pe depend karta hai k wo konsi strategy ko follow kar or konsi ko nhe
                  • #69 Collapse

                    Suppose aap ney aik lot buying ki lagayee hy aur thori der bad market aap key against chalna shuroo ho jaye to aap usi volum ki aik lot sell key leye laga detay hain, is ko hedging kehtay hain. Sometimes yeh strategy nuqsan deh hoti hy aur sometimes yeh strategy aap ko kafi faida dey deti hy aur aap big loss sey bach jatey hain.
                    • #70 Collapse

                      jee maray khyal main ju buy aur sell ki strategy ha wo loog lagatay han jin ko technical analysis kerna nai aata ya phir un ko aapnay ooper ittimad nai hota ka wo trading theek ker sakitay han .......
                      • #71 Collapse

                        han dear ye aik real buiness hai si ko koi bhi knahi kr skata hai ye aik acha buiness hai si ko kahein bhi kjajkta hai ye aik real buines shai si ko kisi tie bhi kiajasta hai ye aik real buines shai
                        • #72 Collapse

                          Es bary mn mujy khud kuch elm nh h bal ap es sawal se meri bhi informaion mn buht ezafa hwa h thanks to all. Achi earning k liy jitni zyda malomat ap k pas ho utna hi acha hota h or apko acha profit milta h.
                          • #73 Collapse

                            hedging strategy nahi hai yeh basically equity futher hone wale losses se bacha lete hai apko market mai.isleye hamesha koish kerahe ke app jo hai woh hamesha market mai strategy use kerahe naa ke hedging.
                            • #74 Collapse

                              Buy and sell wali strategy app yaha naii aplly karsakte hen apka account block hojayega so mere khyaal se apko caiye k hamesha hamesha behtreeen trading karne k liye price action pe kaam karen and agey se agey barhen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                gee bhai hmein apne trading mein dekhna hota he keh market kes trend ke trf jate howe lg rhe he to us trah se apna order laagate jhien agr market low ke traf ja rhe hote he to ham sell lagate hien aur agr buy ke trf ja rhe hote he to ham buy lagate hein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X