jitna stop loss zrori hai take profit bhi zroori hai??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jitna stop loss zrori hai take profit bhi zroori hai??
    bhai jb bhi hum trader ki ppst dakhty hain to woh khty hain k hum jo stop loss zror lgana chaye yah to him janty hain k stop loss zrori jao to kua take profit zuada zrori nahi hota? man to yah khta hon jis trah stop losd zrori hota hai o's trah hum ko take profit bhi zror lgana chaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han dear aap nay teak kaha hai kay agr forex trading main profit na ho too loss bhi na ho to es kay laiy aap demo account say practical krain gay too aap take a profit per earning krnay lagain
    • #3 Collapse

      Jaise Heera Ki Baat Sahi Hai Jitna market Mein Star Plus Zaroori Hota Hai ISI Tarah take profit limit by market mein zaroori hoti hai Hame Apne bonus account ke upar jaldi trading karne ka mauka Mila jo sabse Pehle Tum Ne management risk management follow karte huyeSamay chahiye ke lot size Hamesha samall Rakhe Apne account
      ke upar trading ke dauran take profit or stop loss safe hi bata sakte hain
      • #4 Collapse

        G dear brother ap logn ne waisy achi wazahat kr di ha Keh agar forex trading main Ap stop loss lagaty hain to main samjhta hn keh behter yehi ha keh take profit bhi lagaen q k ho sakta ha trade usko cross kr k wapas a jay aur phr dobara wahan tk trad jaye he ni to is lia take profit ko bhi zaroori samjhna chahye. Thanks.
        • #5 Collapse

          jistarah hum kahtay hain stop loss zaroori ha ma kehti hun take profit b zaroori ha kyun k may be market ap ki favour mei jaa kar waapis ajay aor ap market na dekh rahay huway ap profit kho do gay eslye take profit k use krna chaye
          • #6 Collapse

            je mujhe apki post pasand aye hai sahe keh rhe hain ap dost hume stop loss k sath take profit bhi lagana chahe q k jab hum market ko analyse krte hain to hume chahe k hume jahan lage k market wahan se retrun a skti hai to hum wahe par safe point par usko take profit bhi rakhen take humari trade close hojaye.
            • #7 Collapse

              Forex trading business mein take profit aur stop loss zaroori hy jtna stop loss zaroori hy utna hi take profit bhi zaroori hy stop loss se hum apne loss ko cover kar saktay han aur take profit se hum profit earn kar saktay han is liye stop loss aur take profit dono hi zaroori han
              • #8 Collapse

                Yes of course forex trading main jitna take profit limit zaroori hai utna hi aap kay lain kay stop loss bhi zaroori hai. Aap ko chiay kay bonus account per jab bhi agar koi trade setup nazar ay to us per trading zaroor karain.
                Laikin take profit kay sat sat hamain stop loss bhi zaroor daina chiay to theek rahay ga.
                • #9 Collapse

                  Jtna ziada forex trading mein stop loss zaroori hy utna hi take profit bhi zaroori hy stop loss se hum apne loss ko cover kar saktay han aur take profit se profit hasil kar saktay han aur agr ap ne take profit use nhi kiya aur stop loss use kiya hy tu market up down hoti rehti hy aur take profit nhi ho ga tu ap ki trade stop loss ko hit kar jaye gi is traha ap loss hi ho ga is liye agr stop loss zaroori hy tu take profit bhi zaroori hy
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: hassan4832 پيغام ديکھيے
                    bhai jb bhi hum trader ki ppst dakhty hain to woh khty hain k hum jo stop loss zror lgana chaye yah to him janty hain k stop loss zrori jao to kua take profit zuada zrori nahi hota? man to yah khta hon jis trah stop losd zrori hota hai o's trah hum ko take profit bhi zror lgana chaye
                    Forex trading means stop loss or take profit Dono ko bhi bahut importance Haseen Hai Kyun Ke sometimes mankeet bahut Teji se move karti hai agar Hum non stop loss and take profit nahi Le Jayenge toh Hamara profit The Lost Mein Chala Jayega Aur Ho Sakta Hai Ke Humne account bhi wash ho jayega
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Forex trading business mein jtna zaroori aur ehm stop loss hy utna zaroori hi aur ehm take profit bhi hy kiok stop loss se hum loss ko kam kar saktay han tu take profit se profit earn kar saktay han stop loss aur take profit dono options hi zaroori hy kiok agr take profit nhi ho ga tu
                      Market up down hoti hy tu profit ho kar loss ho sakta hy aur agr take profit use ho ga tu ap ki trade auto par us point par js par trade mein take profit lagya ho ga trade close ho Jaye gi aur ap ko profit earn ho ga
                      • #12 Collapse

                        brother thik kaha jo seb trading main stop loss use karte hai take profit b use kya karo risk control rakha karo main to money manager jo main take profit lazmi use karta ho stop loss use nai karte new trade se risk management kar laita ho
                        • #13 Collapse

                          dear mein yeh hi khao gi dono zaruri hai aur sath sath forex mein her cheez zaruri hai stoplose is liaye zaruri hai kiu k ap k pass jitna balance hai ap us k mutabik set krty ho ta k ap k chance ho next trade laganay ka aur take profit b zaruri hai ap target banaye k ap ek trade se kitna profit layna chaty hai.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            aslam o aikum daer friends trade ko stop nehi karna jub tak trade recover na ho tread us had tak chory jub kat trade recover na ho

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X