90% people lost money in forex
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    90% people lost money in forex
    Aoa dear friends maen nee taqreban study karty hoye parha Hy ke forex men 90% los loss men aor 10% log profit Kia ye bat thek waqie men Hy ya misal bani hoi hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear ye aek misal le tar pe bhi bat ki aor is ka matlab hy ke souch samj ke qadam rkhen forex bhot riskey busniss hy islie hamen apne andar wo chezen paida karni oaren ge jo 10% logon men mean dicipline patience aor maoney managment ye sab chezen oar jis trader ke pass ye nai hoti wo akser apna account wash karwa bhetta hy
    • #3 Collapse

      Waisy 90% to ni magar overall maximum log is Loss main shamil hain q k log baghair experience k trading shuru kr daity hain jis waja se knowledge na hony ki waja se loss ka samna krna parta ha is lia trading se pehly aik dafa training zaroor lain phr investment kren aur trading kren. Thanks dear forex members.
      • #4 Collapse

        brother jo forex ki book ha usmein ye likha hua ha k 90%log ismein kamyab nhi hoty.jahan tk iss bt ka taluq ha to iska mtlb ye ha k maximum log isko easy le k trading krty hen aur loss krty hen.isliye unka kehny ka maqsad ye ha k forex trading se pehly isko bht achi yrah study aur practice kijaye ta k kamyabi mil sky.
        • #5 Collapse

          Ye baat kafi had tak drust ha. Kun k ye baat sirf aap ny nahe balkay har koi jo forex join karta ha us ko btaya jaata ha ya phit internet pe wo yehi seekhta ha aur yehi malomaat milte ha. Ab aap apny ird gird k doston ko dekh lo aur check karo k kitny log consistently forex se profit kama rahy hain. Mane dekha ha kafi log yehi btaty hain k suru main profit hua phir loss ho gaya. To ye baat es ly bhe important hoti ha k hamko 10% ma aana na na k 90% walon ma.
          • #6 Collapse

            Bhai mera tou yeah khyal hai ky 100 percent log forex main loss kerty hain lekin her dafa nehi kabhi profit hota hai tou kabhi loss koi aesa shyad hi trader ho jis ny kabhi bhi forex market main trading ki ho aur kabhi bhi loss na kia ho but yeah aesi market hai jahan per profit ka chance bhi bahot zyada hota hai
            • #7 Collapse

              Dear Friends 90% trades forex may es layh loss kartay hain kau k wo
              1)proper money managment nahe kartay. 2)stop loss use nahe karty 3)Laluch kartry hain 4)overconfidence say trade kartin hain
              Ager hum en bato ka khyal karin gay to i think forex may loss k chance bohat kam hain aur es k sath sath practice be zarori ha..
              • #8 Collapse

                me apki baat se ikhtalaaf karta ho apne jo suna he wo galat sunna he yaha profit earn karna apke apne upar hota he or loss karwana bhe apke he hath me forex trading me 50% agar profit he to 50% loss bhi hota he 90% aggar loss hota he to wo binary me hota he or ye binary nahi he ye internatiional business he agar 90% loss he hota rahe to mere khayal se aaj forex trading nahi chalti aaj agar forex trading duniya me 1st number pe he to uskki waja profit earn karna he yaha pe apko bohot se saholat e di jati he take ap profit le saghy na ke loss me jaye shukhrya.
                میں نے زندگی میں ایک ہی بات سیکھی ہے کہ
                انسان کو کوئی چیز نہیں ہرا سکتی جب تک
                وہ خود ہار نہ مان لے
                Posts Ache Lage to please Click Thanks
                • #9 Collapse

                  Nai g aesi koi bat nai hay itna zada loss kbary may maine aj tak bai suna boht se log forex trading may loss karty hay aur ye wo log hote hay jo ya tou boht zada greed karty hay ya jin ko is market ki samjh nai hoti wo hi loss karte hay agar hum market ko samjh kar trading kary gay tou kabhi itna loss nai hota
                  • #10 Collapse

                    dear forex trading main loss hota hai wo loss es laiy hota hai jab aap kay pass knowledge nhe hota aur aap real account ko as a practical use krty hoo es laiy loss hota hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      bohat zada log forex trading main loss krty hain is tara ki koi baat nahi hai jub tak is market ka knowledge nahi hoga humy is trading say profit ko hasil kr laina mumkin hota hai sub say zada ik trader ko is market main kaam krny kay liay khud ko is tara say plane krna hai jis say profit mil saqta hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X