"if you greed,u can loss all profit"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    forex trading aik ais business hi jis me insan ko patience ka hona boht zarori hi ager ap saber se kam karty ho to ap trading kar ke profit be get karty ho aor ager ap emotional ho jaty ho to ap ney jo profit get kya hota hi aor lalich karty ho key aor profit hasil ho to ye lalich ap ko marwa deti hi aor ap ko loss ho jata hi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Gee sir foerx trading business main greedy trader ki koi jagah nahi hay es main agar aap nay greed kia to aap apna tmam profit loss kar saktay hain.
      • #93 Collapse

        G han app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agree karta hn hmen is business me greed se kam nahi karna chahye kun k ye aik asa business ha jis me hm agr greed se kam katy hain tu hm apna sara profit loss kar jaty hain isi liye greed ko khtm kar k kam karna chahye
        • #94 Collapse

          forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa ager hum uss ko jaldi meey trades work kertaay hai uss seey definitely loss hi ho ga yes knowledge forex meey success keey bohet hi great power ki terhaa kaam kertaa heey
          • #95 Collapse

            g bhai bilkul greed apki sb se bari dushman hai forex mein aur ye apko kabhi bhi is mein kamiyab nahi hone deti,to apko chahiye ke ap greed ko door rakhen apni trading mein aur hamesha daily ke targets bana kar tarde karen taake apko is mein koi ziyada lalach na ho aur ap targets poora karke trading band karden.
            • #96 Collapse

              Yes it is bad and bitter true that if you greed than you can loss not only your profit but your own investment because it is the thing which always harm you in any field of your life.
              Hello Friends I am Arsalan Mukhtar I am learning Forex Trading With The Help Of Pak Forum.And I think Pakistan Forex Forum is the best place for Forex Learning.
              • #97 Collapse

                greed aik bht buri bala hai is liye hamein har mumkin greed se bachny ki koshish karni chahiye or agy bharny ki koshish karni chahiye har mumkin ku kay greed se hamesha insan phasta hi hai.
                • #98 Collapse

                  g han ager ap lalach karo ga to ap pana bana howa profit bi loss ma kar do ga ku k forex trading ma market ka kuch pata ni hota ha k kab or kis waqt market kahan ko chali jaye so is ma jitna bi profit ho us ko foran accpt kar liya karo ta k ye bi na kho jaye.
                  • #99 Collapse

                    Assalaam o alaikum agar aap lalach karenge then aap sub profit b loss karsakte hain islsuiye trader sko chahiye k trade mind se karen aur chahiye k trade mein experience gain karke phr hi uske baad trade karen thne aapke liye kaamyabi hai forex trading mein aur forex tarding ek profiable business b ha i .
                    • #100 Collapse

                      g haan fear and greed insani 2 esay emotions hayn jo apkay acount kay liye dangeruous ho skty hayn aap is me apnay profits bhi loss ker skty ho and even urs equity bhi is liye is say buchna chayee
                      • #101 Collapse

                        g han bhai ye to sunni sunai lines hen.bhai mere mere bat dhiyan se parhen
                        dekhen agar ap ko lalch ho ga to phr he app kam karen gy.aur jab ap mehnat e kaam karen ge to phr ap ko mehnat ka reward to milna he hy.agar ap k pas knowledge hy to phr ap ki greed shayd kisi had tak kamyab trader bhi bna dy.agar ap k pas kuch nae to phr greed khatrnak hy.lekin overall me b greed k khilaf hun :p
                        never mind :P
                        • #102 Collapse

                          your voice communication area unit nice extremely this is often a truth if you greed you may be in loss and you will not be ready to create profit and take once more stand here as a result of forex is that the business wherever you'll create cash however not through greed however along with your toil my fellow
                          • #103 Collapse

                            Sir ager ap log greed kerna nahi chooro gay to ap ka sab profits loss may conver ho jaye ga best yahi hai kay ap log pehaly apni mistakes ko chooro yani emotion and greeed kerna tab hi apko sab kuch milay ga thank u
                            • #104 Collapse

                              jee bilkul ap theek keh rahay hain.. greed se zada harmful koi chez nahin hae hamaray liye forex trading k iss business main.. jab hamen profit huaa kry tou kbhi bhi hamen greedy nahin hona chahyie kynk esa karnay ki waja se hamen loss ho skta hae..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                g han forex ma greed nai karna chayhe kyu k greed karna se aksar loss hojata ha ..forex ma greed se bachne k leye target set karne chayhe ta k ache trading kar saken ..forex ma greed karne se profit ko loss ma badl sakte han...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X