Urdu mn threads lgana
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Urdu mn threads lgana
    salam members. mera question ye hy ky ye threds ar posts hm roman urdu mn lga rhy hoty hn. kya hm post ya threads english mn b lga skty hn? ya agar urdu mn hi lgani hy to kya hm urdu font isyimal kr skty hn?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Urdu main thread lagana nahi chiay kiun kay aap ko pata hona chiay kay aap Pakistan forex forum per chatting language main ham posts kar saktay hain.
    Or is kay ilawa hamain chiay kay ham apnay bonus account per jab bhi trading karain to apna bonus safe rakhain.
    Or Pakistan forex forum per post achi quality ki karain ta kay aap ko next month bonus acha milay.
    • #3 Collapse

      Bhai aj tak urdu font main koi bhi post nahi daikhi or uski waja shaid ye he k log use typing krna mushkil samjhte hen nisbatan roman language lakin is k bare main moderator apko achi trah guide kr aakte hen k urdu font allow he ya nahi or dosri bat English main posting ki to i think apko urdu main e post krni chahie kion k ye Pakistan forex forum he.
      • #4 Collapse

        Muhtarma only urdu language is permitted over here in Pakistan forex forum that's why you can post in urdu language only... Koi doari zuban chahy wo English ho punjabi ho ya apki local saraiki ho sab prohibited hain agar ap ny saraiki b thok di to ap ka account ban ho jay ga mind it..
        • #5 Collapse

          w.salam dear subse pehle to apko welcome ap new member ho es forum par
          ap k sawal ka jawab ye hai k apko chahe k ap bus es forum par sirf or sirf roman english yani k jese me thread me likh raha hu wo he zaban ka istemal karen apne sub post and threads me
          us k elawa koi bhi zaban chahe wo english ho ya urdu baqi koi bhi zaban agar ap un me post ya thread krne ki try krengay to es se apka account banned bhi ho skta hai es lia khayal karen ap thanks
          • #6 Collapse

            W. Salam bhai ap ka jo dill krta hy os main language main post kro lakin urdu typing both mushkil hy os py ap ko aik post poura krny k li km sy kam 10 mint sy zaida oper laga jy ga
            • #7 Collapse

              urdu me thread open karny ka maqsad ye hota hay key hamara expernice aur knowledge ki samaj asani se other traders ko jaye, ham esi ley thread open karty hey key apna be knowledge increase ho jaye aur logo ka be.
              • #8 Collapse

                Dear aap ne sahe kaha hai kay hamain Pakistan forex forum per urdu main posts karna chiay.
                Urdu main waisay posts karna kafi mushkil hota hai.
                Is liay Pakistan forex forum ne urdu chatting language main means english main allow kia hai is liay hamain chiay kay bonus accounts per high quality posts kartay rahain.tab hamain acha bonus milay ga.
                • #9 Collapse

                  Urdu main thread lagana nahi chiay kiun kay aap ko pata hona chiay kay aap Pakistan forex forum per chatting language main ham posts kar saktay hain.
                  Or is kay ilawa hamain chiay kay ham apnay bonus account per jab bhi trading karain to apna bonus safe rakhain.
                  Or Pakistan forex forum per post achi quality ki karain ta kay aap ko next month bonus acha milay.
                  ap k sawal ka jawab ye hai k apko chahe k ap bus es forum par sirf or sirf roman english yani k jese me thread me likh raha hu wo he zaban ka istemal karen apne sub post and threads me
                  us k elawa koi bhi zaban chahe wo english ho ya urdu baqi koi bhi zaban agar ap un me post ya thread krne ki try krengay to es se apka account banned bhi ho skta hai es lia khayal karen ap thanks
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    dear member urdu font me koi post nai dekhi aj tk forex trading me. bhtr ha k ap post or thread roman urdu ya phr english me kr len. roman urdu me post or thread lgaen jo sh k leay or or samjhna easy ho or sb information hasil kr sken

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X