impact of news on forex market
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    impact of news on forex market
    dear all kisi b mulak ki jo news hoti hn uska forex market py bht zyada impact hota hy. lekin mera basic sawal ye hy k kya news k waqat hmen trade krni chahye? kya ase trace nuksan mn ja skti hy? ya iska faida hota hy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear news k doran trading krna bahot hi dangerous hoti hai, qk news k doran market men movement bahot tez hoti hai jisko control krna mushkil ho jata hai, agar uss time trade hamare against challi jay to phir hamen bahot ziada loss ho sakta hai, hamare liye better yahi hai k ham news k doran trading na kren, news k doran expert traders trade krte hain.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      news k doran without any doubt trade market mein fluctuations buht ziada hoti hain aur iss fluctuation ka aap ko faida bhi ho skta hai aur nuqsaan bhi. So aap apni strategy aur experience k mutabiq chalein
      • #4 Collapse

        Forex market py news ka bahut ziada asar hota hai q k news jb bhe koi ati hai tu market mn bahut ziada up ya down movment ati hai as liay forex trading mn news ka bahut zuada asar hota hai
        • #5 Collapse

          sofia ji forex trading main price ki movement ko drive central banks kar rahy hoty hain so jab b wo koi decision leny k liye koi meeting rakhty hain to wo event spki forex ki price ko drive karta hy is liye news k bina forex main price movement ho e nai sakti .. so news has a lot of impact on price
          • #6 Collapse

            G han sar news ka trade py aur aik trader py bahut impect hota hy aur jahan tak bat rahi ap ki baseic sawal ki to wo batati chlun ky ager to ap ko forex trading main news ky bary main samaj hy ya ap us ko samajny ki qableeat rakhty ho to ap aik achi trade ket sakty ho loss main ni jay gi aur ager ap sy news samajny main mistake ho jati hy to loss paka hy
            • #7 Collapse

              News Kabhi market Par Ho Jaye Da Asar Hota Hai Jab Ye news Aati Hai market ki position Speed ke sath change ho jati hai kabhi Upar ki taraf nikal Ja sakti hai Kab Ke Neeche aa sakti hai
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: sofia001 پيغام ديکھيے
                dear all kisi b mulak ki jo news hoti hn uska forex market py bht zyada impact hota hy. lekin mera basic sawal ye hy k kya news k waqat hmen trade krni chahye? kya ase trace nuksan mn ja skti hy? ya iska faida hota hy?
                assalamu alaikum bhai Mere Khayal Se news bahut jyada trading par effect karti hai isliye Hame chahiye Ke Hum big news aane ke baad apni trade Hata Le Kyunki Agar Hum Apni trade Nahi batayenge To Yeh bahut risky hai aisa karne se aap ko nuksaan bhi ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  news ka market pay kafi Zada impact hota hai jis ki vaja say trader ko is baat ka kafi Zada khail krna hai jub b ye trade ko krny lagy is main news ko study kr lain kun kay is news say market ki movement bohat Zada ho jati hai jo kay kabi kabar hamary account kay liay tension ho saqti hai is surat main Zada tar account wash:mad: ho jaty hain :):cool:
                  • #10 Collapse

                    forex trading main kafi zada khud ko safe trading krny kay liay in news ko mind main rak kr trading ko krna zarori hota hai nahi to is main galti ki vaja say account wash b ho jata hai jis ko forex trading ki term main margin call:mad: kehty hain is liay ye kafi zada impact hota hai news ka market pay
                    • #11 Collapse

                      Bahi ap ki bat theahk hai news bohot zyda asar andaz hoti hai market pr or agr trade krna chata hain tu news ka bad market mai enter hon tu ap dahk kr trade aga sakta hain market opr ja rahi hai ya necha is lia news ka bad trade krna s fida ho sakta hai thanks
                      • #12 Collapse

                        Dear brother jab be kisi big currency ki koi badi news hoti hay tu wo market main her surut asar andaz hoti Hain is lay kuch trader news time pay trading ko tarjeeh deti hay is lay wo aik achi profit be hasil Kartien Hain jab Kay kuch trader news time pay trading ko danger kaehtien hain
                        • #13 Collapse

                          Kisi b country me Kia o rha a Kia up down Ha rhi hain ye Humy news se he pata chalta a agr kisi mulk m positive movements o rhi hain ya president dossry country k president se busseness k muadiay kr rha a to zahir a us mulk Ke economy b strong o ge aur us ke currency b strong ho ge
                          • #14 Collapse

                            Dear peheli baat kay saray mumalik ki news forex per asar andaaz nahin hoti sirf america kay related jo news hoti hain jin mein dollar effect hota hai market per asar andaaz hoti hai aur news time pe trade lagana nuqsaan deh ho sakta hai yeh risk na lain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear jahan tk me smjhta hun ya jahan tk mera experience hy to hamen news k time pe trade nhe start krni chary kun k us waqt market ki movement bht fast hoti hy kb kis direction me chali jaey koi pta nhe chalta is liay me to yehi kahun ga k news k waqt trade krna bewakofi hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X