Apnay stop loss ko hit honay say kaisay bachaya jay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apnay stop loss ko hit honay say kaisay bachaya jay
    Dear agar aap ko stop loss nahi daina ata .
    To aap ko chiay kay aap apnay bonus account per fibbonaci retracement main level 78 add karain.
    Or us kay below aap stop loss rakha karain.
    Agar aap ko fibbonaci retracement ka sahe use ka pata hai .
    To aap ka stop loss 80 percent of times hit nahi ho ga aap kay bonus account per.
    Agar jahn per aap ka stop loss hit hua to aap ka bonus account kafi baray loss say bach jay ga.
    Small loses aap easily recovered kar saktay hain .
    Apnay bonus account per.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes sir ham apne account pr agar febonaki retracment levels ko lagate hain to hamen aik to ye faida hoga k hamen market ko analyse krne men aasani hogi, aur aap jo dusri information stoploss k hawala se de rhe hain iss k liye bhi febonaki levels kar amad ho sakte hain isliye hamen febonaki levels ko lazmi use krna chahiye.
    • #3 Collapse

      Yes dear aapne bht achi tarha samjhya ha aur InshaAllah es pe amal kar k apny account ko safe rakhun ga. Kafi bandy stop loss lagaty he nahe aur ye kafi dangerous hota ha. Dosra stop loss hit jaldi ho jana bhe bht vara problem hay. Es ly stop loss ko bari soch samjh kar place karna chahey.
      • #4 Collapse

        Bhai stoploss ko hit hony sy bacha nhi skty agr ap a0ny stoploss ko hit hony sy bchany ky leay stoploss ki down ya up krty jao gay to lgany ka koi faida nhi hai apko market ma apni trade ko manage he aisy krna chye ky ap ko tp sl ko chang na krna pry
        • #5 Collapse

          G bahi ap theak kah raha hain ap ki information kafi use ful hai or hum is ko use kr k kafi fida otah sakta hain stop loss use lazmi karain or aksar ya hit hota hai jis ki waja s loss hota hai or pr hum wo loss recover krna prta hai ap ki information pr agr hum chalain to fida ho ga
          • #6 Collapse

            Yes sir ham apne account pr agar febonaki retracment levels ko lagate hain to hamen aik to ye faida hoga k hamen market ko analyse krne men aasani hogi, aur aap jo dusri information stoploss k hawala se de rhe hain iss k liye bhi febonaki levels kar amad ho sakte hain isliye hamen febonaki levels ko lazmi use krna chahiye.
            G bahi ap theak kah raha hain ap ki information kafi use ful hai or hum is ko use kr k kafi fida otah sakta hain stop loss use lazmi karain or aksar ya hit hota hai jis ki waja s loss hota hai or pr hum wo loss recover krna prta hai ap ki information pr agr hum chalain to fida ho ga
            • #7 Collapse

              Dear brother aap nay boht hi achi post share ki hay magar ham jesay new members ko is baray main nai pat agr ho saky to is indicator say mutaliq zara tafseel say information share karin ta kay ham is ko easily samjah kar adopt kar sakin main is ko net se bhi search karun ga par agr aap btain to boht khushi ho gi..
              THKS
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                stop loss ko kis tara say hum hit hony say bacha saqty hain in main say sub say zada ye zarori hota hai kay humy is stop loss ko market kay chart ko daikh kr is main resistance or support say is ko set krny main madad milti hai or sath main is ko market ki fake move of market say tora zada lagiay is main risk hota hai laikin sath main ye ik safety b hai jis main market zada tar stop loss ko hit krny kay sath wapis a :cool:jati hai


                post pasand ai ho to thanks kry please

                اب آن لائن

                Working...
                X