"hello traders Can you really trade without emotions"
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    emotion se ap sab kuch kr sakty ho pr kmai nai kr sakty is liye koi be kam krna ho tu pehly apny emotion ko control krna zarori hey warna ap mashi hisab se kamzor he reh jao gey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      ji han dear hamay chaiye kay hum trading mai koi imotions naa hon ku kay ager hum trading mai imotins hojain gay to hamay bhut hi loss hogaa and learning ager ziyaadaa hoge to hum kabhi bhi imotions nahi ho saktay hain trading kartay waqattttttttttt................................... ............
      • #123 Collapse

        Bhai yah bohat hi mushkil kam hay emotions kay bugair trading ki hum naseehtain ker sktay hain ya sun sktay hain laikn emotions kay bugair trading ki nahi jati hay main nay ky bar koshish ki hay kay main aisa smjoon kay paisa nahi or koi trade nahi hay laikn phir bhi emotions ghalib aa jatay hain trading kay time main.
        • #124 Collapse

          forex k buisness mein kam karne k liye hamare liye emotions ko control main rakhna bohat he zyada zarori ha kiu k ager ham emotions ko control main nahi rakhen gay to phir humen loss he hoga is liy emotions ko control main rakhna bohat he zyada zarori hai
          • #125 Collapse

            bahi agar successful hona ha es mi or profit earn karna ha to hamy emotions ko control karna he parta ha ku k ya ek risky business ha es mi emotions ki koi jaga ni ha ku k ek b galti bahri par skti ha es mi es lia hamy planing k sath soch samaj k he es ko karna chaheya tab he ham profit earn kar skty ha es sy.
            • #126 Collapse

              dear hmen her hal me apny emotions py control rakhna chaiye aur soch smj k kam krna chaiye aur khayl rkhna chaiye k dahan rhy koi nuksan na ho ..
              • #127 Collapse

                ye to buht hi mushkil hai kuch na kuch emotions to hote hi hain kabhi greed bhi a hi jata hai dil mein lekin koshish yahi hoti hai ke greed pe control kiya jae kyon ke us mein buht loss ho skta hai aur wo bardasht nahi ho skta
                • #128 Collapse

                  gee han bhai jan, apni apni thinking hoti hai meray khayal me tou emotions ko bahar rakh kar he trading karni chahiey iss waja say he app successful hu saktay hain aur issi waj say app agay barh saktay hain jazbaati hukar koi bhi faisla nhe karna chahiey
                  • #129 Collapse

                    ji han emotons ap ka kam ko asar andaz kar sakte hy or ap ko profit ko nuqsan be pochana sakte hy mager is sa bachna be muskil hy kue ka hum is sa nae bach sakte mager aik kam kar kay hum is ko control kar sakte hy o ye ka hum koi target set kar da or os ko hasil kani ki koshah kara
                    • #130 Collapse

                      Emotion se trading kerna theek nahi hai hum ko emotions se bach ker trading kerni chahye q k yeh dangerous hoti hai or agar emotions control mein nahi rahta trading mein to phir mistakes ziada hon gi jin se trading mien ziada losses hon gey.
                      • #131 Collapse

                        zyada tar log emotion mai involve hoty hain..magar mere khayal se hum tub real trader and successful trader ban sakty hain jub hum apny emotion ko control mai rakhen..
                         
                        • #132 Collapse

                          assalamu alaikum dear baat yeh haiN k mujhy iss failed maiN aye huwe kuch zayda dear nahi hoi ... or maiN iss cheez ko zayda achy tareeky seh nahi jaanta ...sO pleas agar mujhy iss question ka pata challa tOo maiN zroor apni post share karOo gah
                          • #133 Collapse

                            no aesa possible nahi he ke ham apne emotions ke bgair trade karen kiue ham jitni bhe koshsih karen kisi na kisi trah hamare emotions hamari trade me hote hen jese ham ne ak trade lgai toh hamko profit aa raha hota he toh ham chahte nahi hen ke kam profit len or ya phir ham ko tension hone lagti he ke me close kar don profit kam na ho jay
                            • #134 Collapse

                              je haan agar ap forex mein achi kashi money earn karna chatay hain tu kosis karay es mein without emotions yani jaldbazi ya ziyada ke laalach na karay ap k liye money earn karna better ho ga thankful for question
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                well jnab , ap ne opocha hein k kya hm waqai wdout emotions k tradng kartay hein tu mein yeh kahoon gee k bai mein ne bai tradng start nai ki hein , baki mein sb ko yeh b kehna chahoon gee k ap tradng mein janay se phelay apnay emotions pe kabu pana seeko

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X