"What is your massege to failure trader"
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    trading me failure ki koi ek waja nahi ho sakti hai hume trading me loss b ho sakta hai aur hume yaha pay profit b ho sakta hai jb tak hum profit aur loss ko nahi dekhty hain hume kabhi b apnay kam ko karnay me madad nahi milti hai ye bat ko dil say samjh leni chahye aur seekh leni chahye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      han mera message un sab traders ke liye jo forex main boht loss utha chukay hain asal main waja jaldbazi or greed ki hai main janti hun ke jab loss hota hai to boht dukh hota or ye baat wohi achi tarike se samajh sakte hain jin ko trading main loss ho chuca hai bus hamesha yad rakhiye invest karne se pehle achi tarah se soch len or bad main invest karen..
      • #153 Collapse

        yes dear brother forex trading market main about 95% loser hain lakin hamain ya rate ko kam karna ha or profitable rate ko increase karnay ki zarorat ha failure ko apna teacher khud banna ho ga apni mistakes find karni ho ge es tarhan say wo b profit earn kar sackain gay.
        • #154 Collapse

          ji Jinab Bohat hi Achaw Sawal Pucha Hai Apne IS Post Se Bohat Se Logo Ko Un kay NAmaloom sawalaat kay JAwab Mil GAye Hogay OR Mere Khayal MAin jo forex trading me fail hoty hen usky 2 waja hoti hen ya tou wo new hoty hen or profit k liye loss karwalety hen or dosry jo without any strategy kay trading karty hen or loss karwa lete hen.....
          • #155 Collapse

            hello dear i want to give my message to all failure or newbie they must need to stop their work on live trading account and firstly they must need to understand then market analysis then we can do trade and you all needs to work on demo account my dear.
            • #156 Collapse

              aray meray pyare dost dill chota mut kar koi baat nahi phir se aik baar himat kar kaam mai lag ja q k jitni baar darwaza khatkhatao ge utne hi darwaz kholne k chances barhte jaynge.
               
              • #157 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: atif0007 پيغام ديکھيے
                There are maximum failure traders in forex trading market. But do you have any message to new traders who usually have to leave the Forex trading market by losing huge money in Forex trading market.
                mere khayalk se forex me fail hone ki bari waja apne emotion par contarol na rakne ki waja se hota ha mera bas feliyar ko ye hi message ha k wo apnr emotion par contarol rakhe or lalach na kare
                • #158 Collapse

                  loss or profit her business ka hissa hota he or har business k liye hardworking ki zarorat hoti he or ager ap hardworking karo ge to aap kabhi nakam nahi honge.
                     
                  • #159 Collapse

                    forex me dil laga kar kaam karna chahiye q k aghar hum dil se kaam nahi kare ge to hamain kamyabi hasil nahi hogi iss liye my advice all peoples koi b work ho uss me hardworking karni chahiye.
                     
                    • #160 Collapse

                      dear me sirf failure trader se sirf yehi kena chahe ge ke ap jo bhi kren full jazbe se kren aur hard work se work kren aur achi knowledge le kr hi work kren specially lalach na kren tb hi ap ko profit ho skta ha
                      • #161 Collapse

                        Mei salah ye hy ke agr ap ke pass koi forex ka teacer nahi hy tu ap apney liye kisi achey teacher ka intikhab karey adn demo account pr daily basis pr choti trade karen ta ke ap ki choti choti galtiyan khatam ho sakey and ap real account mai acha profit earn kar sakey.
                         
                        • #162 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: atif0007 پيغام ديکھيے
                          There are maximum failure traders in forex trading market. But do you have any message to new traders who usually have to leave the Forex trading market by losing huge money in Forex trading market.
                          jo log pak forex or forex trading ko chor rhe hn ma unko ye hi khna chahon gan ka wo aik bht achi opportunity ko chor rhe hn opportunity bar bar nai ati agr wo is ma fail ho rhe hn to dar nay ki koe bat nai h wo isko kren continue rkhen gen jitna time wo forex ma spend kre gen utna hi unko ye smjh aega or profit genrate hoga jo log fail ho rhe hn wo upset na hon ap na knowledge strong kren bus
                             
                          • #163 Collapse

                            g han trading ma tu hum tab hi kamiyab ho sakty hain jab hum traidng k baray main knowledge hasil krain gay , hum knowledge k bahr kabhi bhi traidng main success hasil nahi kar sakty hain...
                            I Neend Good friends............ :confused:
                            • #164 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: atif0007 پيغام ديکھيے
                              There are maximum failure traders in forex trading market. But do you have any message to new traders who usually have to leave the Forex trading market by losing huge money in Forex trading market.
                              my massege for all the failure trater don'd loos hope and keep tring this work yar ye loog itna q bhoool jate hai ke inhi ne yaha se profitr bhi kmaya tha to yad kare us ko our koshish kartarahna chahye bhai jan.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                failure traders keey liyee forex meey hameesha soch samajh kerr kaam kernaa chahyee forex ki requirement keey mutabiq aap kaam kareey geey tu aap ko benefit hi ho gaa agerr aap iss peey amell nahi kareey geey tu aap ko definitely loss hi hoo gaa trading keey lihaaz seey complete knowledge aur experience hasil kerneey keey baad aap work kerr sakteey heey
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X