tradrr ka account wash ho jany k bad ki conditions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    tradrr ka account wash ho jany k bad ki conditions
    jab trader ka account wash ho jata hae to wo phr pachhta raha hota hae k kash main aisa na karta waisa karta falan falan.to khuda k bandy aap ye ni sochty k main ny apna account khud apny hath sy wash kia hae aur uski wajha totally lalich thi k main ziada naffa hasil kar sakkon aur raton raat aap ameer banna chahty thy to ye results to apko milna hi tha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well, dear i am agree with you, hamen koi bhi trade open krne se pehle ye sochna chahiye k meri iss trade ka result kia nikle ga ,ham bagair soche samjhe apni trades ko open kr lete hain jo k hamari loss men challi jati hai, aur second ye k ham apni trades men money management ni krte hain aur ziada barri lots ko use krte hain jin se hamara account wash ho jata hai.
    • #3 Collapse

      Yes of course accounts wash honay kay bad he trader koi na kou strategy bnata hai aap ko pata hona chiay kay ham jab bhi trading karain aik to lot size small rakahin or hamain chiay kay jab bhi trade lagain phir bhi accounts kabhi wash nahi ho ga.
      • #4 Collapse

        dear jub kisi ka account wash hota hy to phir jo tention bnty hy wo to us account waly ko hi pta hota hy jis ki investment zia hoty hy,lkn account us waqt wash hota hy jub hamary strategy ghalt ho aur hamara analysis thk na ho ye mistakes to hamary apny hoty hy is ka blame hum kisi ko bh ni ker sakty
        Signature removed by moderator
        • #5 Collapse

          Gee bhai aisa he hai agr hum aaisi ghlti kren jis sy hamara account wash ho jay to humen iska waqai ma bht dukh hota hai forex tradin.ma h7men acha tajzia krna chye aor loss rwcover krny ma gusa nhi dekhana chye apka account wash ho skta hai
          • #6 Collapse

            Insan hamesha se ghalti karta aya hai aur phr bad main pachta hai is ley pehle hi se aisa kam kia jay ke ghalti ki kunjish baqi na rahay .Accoumt wash hony main hi trader ki apni ghalti hoti hai zaida ke hasool ke ley wo km se bhi hath doh behta hai lekin agr apny knowledge aur experiance ko mad e nazar rakh kar trading ki jay tu bahat hi acha hota hsi kisi ko follow karte karte nuqsan se bhtr hai ke khod se trading ki jay
            • #7 Collapse

              G bilkul pachtana prta hy, lekin hmen strong show krna chahye ar asi trading se bchna chahye jo hme loss krti ho, kbi b rubbish trading ni krni chahye.
              • #8 Collapse

                Abhi abhi myra ayk wash howa hy our us sy muj koi koi tention nai hy who exness ka tha our unsta ka thora sa bach gia hy us my hi kosss howa hy pr us my mujy pta hy k mujy bunass mil jaye ga jald hi our muj ko is waja sy koi tention nai hy our phr sy my trade kr loga
                • #9 Collapse

                  g han bhai aysa nahi karna chahye q k forxe aik online business hai or hum onine business katyy hain jub k hmain jitna kam karty hain otna he hmain es se profit milta hai es liye hmain raton rat ameerhhony ka khwab nahi dekhna chahye ayse pher masly boht banty hain
                  • #10 Collapse

                    G bilkul ap ne bohat achi post ki hai hamen trade soch samajh k kerni chahiey ta k account k wash honey ka khatra na ho kiun k account wash ho jaey to phr pachtana parta hai. is liey agr account wash ho b jaey to preshan na houn balkey ziada posts kren ta k next time acha bonus miley.
                    • #11 Collapse

                      wow khan bhai apne bht he zabardast or saaf saaf baat ki hai esme ye sahe hai or me ap k sath agree krta hu insan ko ghalti krne se pehle ye sochna chahe k kahin me ghalat trade to place ni kr raha hu ya me lot zada rakh raha hu ye to ghalat kaam hai q k mera account etna bara ni hai abhi
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Jnb agar aapka account wash ho jaye to beghair pachtaye ziada mehnat karen q k insan ghaltion say seekhta hai ho sakta hai next time aap pichlay account ka hissab bhi poira kar lain or jitna ho sakay lalach say bachain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X