jab trader ka account wash ho jata hae to wo phr pachhta raha hota hae k kash main aisa na karta waisa karta falan falan.to khuda k bandy aap ye ni sochty k main ny apna account khud apny hath sy wash kia hae aur uski wajha totally lalich thi k main ziada naffa hasil kar sakkon aur raton raat aap ameer banna chahty thy to ye results to apko milna hi tha.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим