Fundamental tips
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental tips
    Aoa dosto

    Ic thread mn main app c bht qeemti information batanay jaa rha hn, fundamental k related.. fundamental analysis krne k liye app ko un news ko dkhna pdta hay jc ko kisi bhi mulk ka central bank ehmiyaat k hamil qarar deta hay misaal k tor par central bank kisi bhi mulk ka jce USA ka khta hay kay CPI bht ehaam hay ic bar to CPI news jb aye ge to wo market ko aik rukhh(direction) dy day ga..


    Mjhay umeed hay yeh thread appko pasnd ayaa hga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear Apne Kashi achi information share Ki Hai Ozone use of Mein bataiye consumer price index call price index retail sale rsk Lava interest rate ki news hoti hai Yeh Kisi bhi Bank ki ho ya Kisi bhi country ki ho enka kaafi Jyada impact padta hai market par isliye Hame NK fundamental analysis Karke Central Bank work in Central Bank key policies or monetary policy score read Karke aur uske baad in newspaper data forecasts se Agar data come jayada Ho Tose sabse Hum trading karte hain Apne bonus accounts par aur hum fundamental analysis scale very high Kafi acha bonus profit earn kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Je bhai fundamental analysis bohat ehmiyat kay haamil hotay hain jab bhi kisi barray bank ya barray idaray ki news hoti hay jasay CPI tou big move expect hoti hay kyun kay ye waali news bohat effect krti hain humay inko dekh kar analysis krnay chaye
      :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

      PLEASE VISIT HERE
      • #4 Collapse

        G bro ap ny achi info share ki ha fundamental analysis bohat aihm hota trading me ye acha kirdar ada krta ha or trader ko zyada safe rehny k liye is analysis pe tawaja deni chajye ta k loss se bacha ja saky
        • #5 Collapse

          my dear sir apne fundamentel analysis se market movvment krti ha us se aaxha profir bi krty hai log or aj analysis ko bohat km tach krti ha fhndamntel waln pahly se pata chal jata ha k movmet kaha se kaha kry gi market
          ALWAYS BE HAPPY
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Dear jo apne baat ki hai fundament ki to ais par mai kaam ni karta kun k news k time pr trading karna bahot risky hota hai agar hum ais par trading karty hai to aus mai risk bahot zayda hota gai kyn k market agar aik tarf speed laga dy to humra account bhi wash ho sakta hai ais liay hum ko ais mai kaam aik tareeky se karna parta hai to mai technical par kaam karta hu.

            اب آن لائن

            Working...
            X