markeet ko har trader apny hisab sy analyise karta hae to main jo apko points bataun ga un pay ammal kr k aap behtr analysie kar sakty hain.
1.D1 sy ly k m30 tak har chart ko read karren.
2.har chart men apko trade ki tasalli hoto tab trade lagain.
3.chart ko zoom in zoom out kr k price ki position ko note karren aur tab trade lagain.
4.next upcoming news event ko b mind men rakh k trade lagain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим