kam investment pa bari lot lagana

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kam investment pa bari lot lagana
    Forex trading mn risk ki koi gunjaish ni jab bi ap risky tradung karen ge ap ko aik ya do dafa fida tu ho ga but ultimately ap loss zaroir uthaen ge ,is lie agar ap i investment kam ha tu ap risk na lain aur choti lot laga kar trading karn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Kam investment par aapko Zyada big lot size use nahi karna chahiye agar aap Aisa karte hain toh aap bahut jyada raske lete hain aur aapka account ka sara balance destroy ho sakta hai stock market investment se out ho sakte hain Agar Apke Pas kam investment hai to aap ki koshish honi chahiye ke Samal lot size ko use karna aur uske sath Yahan Par trading karna aur jab investment jyada ho jaye to uske sath aap Big Lot size ko use kar ke kaam kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Trading k dauraan kam investment py barri lot aksar new traders hi lagaty hain keun k un k pas forex ka complete knowledge aur experience nhi hota aur unhein is baat ka andaza nhi hota k ham kitni barri ghalti kr rahay hain keun k aisi ghalti sey account wash hony k bahot ziada chances hoty hain
      • #4 Collapse

        account ka balance kum hai laikin is say zada lot ki order ko laga daina ik tara say kafi zada riski kaam hota hai is cheez ko sub say zada humy account ki leverage say moka milta hai koi b account money management kay bagair is say profit ko hasil kr laina kafi zada muskil hota hai is liay ye kaam ko mat kro ap kum invest krny say lot size ko b kum set kr kay trading ko kro yehi ik safe trading tarika hai
        • #5 Collapse

          agar humara capital kam hay aur hum big lot use karty huway trading karen gay to humari trading theak nahi hoti ulta hum market main loss kar sakty hay es business main humay lot ko bhi theak say manage kar kay trading karni cahiye tab he hum market main safe earning kar sakty hay es business main money managemnet karty hwuay kam karna chahiye
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: kam investment pa bari lot lagana

            Assalamu Alaikum dear friends I'm me the off Sab khairiyat se Honge friends aapane bahut terong bahut ki hai ki Hamen kam account per lot ka size Bada Nahin Lagana chahie Bal ke Hamen Kaun ke mutabik hi apni lot ka size Lagana chahie tohake Hamen Jyada nuksan Na Ho Agar aapka account Chhota hai aur aap lot ka size Bada Lagate Hain To Aise Aapke Kaun ko Khatra hota hai aur aapka account wash ho sakta hai isliye Hamen chahie ke Ham Apne account ke mutabik hi Laut ka size lagaen tab Ham Kamyab Honge

            اب آن لائن

            Working...
            X