Trading main ye stop loss ya hedge na karnay kay nuksanat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main ye stop loss ya hedge na karnay kay nuksanat
    Dear forex trading main agar aap stop loss use nahi kartay to aap ko pata hona chiay kay phir aap ka account hamesha risk per rahay ga or
    Agar aap stop loss use nahi karna chatay to phir trades hedgeing main lagain ya 40 pip ya gold t dollar against movement per hedge kar lain.
    Jab kisi aik side per support or resistance per pnchay market to aik trade close kar dain.
    Laikin agar aap stop loss or hedging nahi kartay to phir 11 lakh us dollars kay accounts bhi wash hotay daikhay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex trading main waqiay meray sat aisay he hua hai jab tak stop loss hit nahi lagaia ya hedge nahi kia tab tak account wash he hotay rahain hain. Is liay aap ne kafi acha thread generate kia hai kay hamain chiay kay apnay bonus account per ham stop loss zaroor lagain ta kay hamara account zada dair kay liay risk per na laga rahay.
    • #3 Collapse

      hedging ka option bhi theek hota hai lekin ye baaq oqaat bohut long time le jata hai aur is ke ilawa hedging ke lie aik proper strategy ke sath trading karni parti hai ke first trade smal lot size ki aur nechay us se ziada ki aur is tarah jitna nechay jatay jain utna lot size barhatay jain.
      • #4 Collapse

        G han dear agar stop loss na use karna ho to hedging 1 bht he zabardast option hai. Hedging se account safe ho jata aur us ka loss contained rehta hay. Aur jesy he market support or resistance pe jaay trades ko asani se nikala ja sakta ha. Stop loss na use karna aur lot size bara rakhna har trader ke ghalti ma shamil ha.
        • #5 Collapse

          helllo all memebrs please mujhy gmial pay verficaton email ne mil rahi hain pleae main kiya karo
          • #6 Collapse

            Re: Trading main ye stop loss ya hedge na karnay kay nuksanat

            g ha ap bikul thik keh rahy hy trading men stop loss nahi karna chahiye is se hamy buhat nuqsaan ho sakta hy is or is se hamy buhat pareshani hoti hy or isi liye hamy chahiye k ham trading men stop loos na kary ta k hamy kisi bhi kisam ki pareshani ka samna na karna pary mery khayal se hamy esa hi karna chahiye loos se bachany k liye
            • #7 Collapse

              Re: Trading main ye stop loss ya hedge na karnay kay nuksanat

              G dear bro stop loss lgana bht zrori hy agr ap stop loss ni lgaty to ye bht nuqsan deh ho skta hy q k isk bgair ap loss ko stop ni kr skty is lye trade lgaty waqt stop loss ko lazmi lgaya kren
              • #8 Collapse

                Re: Trading main ye stop loss ya hedge na karnay kay nuksanat

                bilkul theek kha apne k stop loss ko use krna bohat he zarori hai kyon k agr ap stop loss nahi krte or market kaheen ziada apke against chali jati hai to apko woh loss bear krna hoga jo bear krne k qabil nahi ya phr ho sakta hai apka account he wash ho jaey stop loss matlb ke ek trade per ap 5$ ka loss bear kar saktey hain to jab loss 5 doller hoga apki trade close ho jaegi agr stop loss nahi hoga to ho sakta hai loss 100 $ per chala jae or apko itna loss bear krna par jaey to acha nahi lagy ga apko
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Trading main ye stop loss ya hedge na karnay kay nuksanat

                  hamain loss say bachny k liye learning karni ho gi tab hi hum suces hon gay aur hamain is forum main kam kar k hi hum achi trade karin gay aur hamain trader banay say pahly is k rules ko mind main rakhna ho ga tab hi hum achi trade kar k hi hum trade karny k kabil hon gay aur hamain market main planing karni ho gi tab hi hum achi trade kar skaty hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X