forex me fearness hamesha wrong decision, bad analysis or over volume ki waja se hoti hai. Jab hum market me full knowledge, confidence or planning kay sath kam karty hain tu order lagany se pehly hi humen market me profit loss ka pata chal jata hai or fearness khatam ho jata hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим