Loss ap ko learning ka moka fraham karta ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ap ko learning ka moka fraham karta ha
    loss to business ka hissa ha aur loss ky bad ap ko learning ka moka milta ha ky loss kyu huwa usko roka jay learning ki jay mazeed samjha jay kaam ko
    :p Yes You Can Do :p
    Honesty + Sincerity = Prosperity
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trading k start me loss hona fitri amal hai kiun k us wqt ham sekh rahey hotey hain lekin ager koi experience person loss kerta hai to wo apni greed ki waja se loss kerta hai kiun k wo ziada kamane k chakar me apna nuqsan kra deta hai.
    • #3 Collapse

      Yes of course loss hamain learning ka moka faram karta hai.is liay hamain chiay kay ham jab bhi trading karain pelay apnay annaylis karain.laikin har dafa market conditions different hoti hain jis waja say har bar aik sa experience ham hasil nahi kar saktay is liay hamain chiay kay apnay bonus accounts per trading small lots per karain is tara hamain bonus bhi bot zada milta raita hai.or bonus accounts bhi sat sat grow hotay raitay hain.
      • #4 Collapse

        Grest words, loss ko ghalti kahen to phir hi is bat ka maza he k banda is se kuch seekh ppay, jb loss ko ghalti consider hi na kia jay to pphir seekhna kesa
        • #5 Collapse

          forex trading main agar ap kamyab trader banan chate hain to apko chahie k ap apne loss se saikhian q kjab ap apne mistakes se saikhain ga o apko bht zaida faida hoga apki ghalti dobara ni hoge aur ap loss se bach sako gay aur apko profit hoga
          • #6 Collapse

            Trading ke start main apko loss zaror ata hai koun ap ko is field main aye howay itna time nai howa hota jis ke bais aisa hota hai lekin jo kuch karny wale hoty hein wo is loss se sekhty hein ke kin wajohat ki bna per muje loss howa aur meri kia kia mistake thi jb ap us loss ko positive lein gy tu lazmi hai us se kuch acha hi sekhein gy lekin jb is loss per dil bardashta hon gy tu apna mazid nuqsan karen gy so loss kp aik positive change ki tarf le kar jaein
            • #7 Collapse

              koi bhi new shakhs jab bhi trading start karay ga usko loss hota ha kyon ky ap ko trading mey khaas kisam ka tajarba nahe hoa esliye esko positive len au seekhen
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: shaukatje پيغام ديکھيے
                loss to business ka hissa ha aur loss ky bad ap ko learning ka moka milta ha ky loss kyu huwa usko roka jay learning ki jay mazeed samjha jay kaam ko
                Jab Hame profit hota hai to Hame usse money milti hai lekin Agar Hame trading karte huye loss Ho Jaye to Hame learn Karne Ko Milta hai aur ye learning Hamari future trading Mein Kafi kaam Aati Hai
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  jab ap ko loss hota ha tou trader ko ye baat smahni chaiye kay baar baar jo loss horaha loss sey bachnay kay liye trading ko rok dena chaiye aur loss ye lesson ye moka fraham kar raha hay kay abhi ap ko learning ki further zaroorat hay
                  :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                  PLEASE VISIT HERE
                  • #10 Collapse

                    Galtian hi tou insan ko bohat kuch sikhati hain jin ki waja sy wo loss kar jata hy loss ka basic maqsad hi hamen batana hota hy k hum jo es tarha sy kar rahey hain wo galat hy aur next hamen kuch best karny ya best sochny py majbore karty hain jis sy auto py hamari trading achee hona shuru ho jati hy
                    • #11 Collapse

                      g hain jub app trading main loss karta hain tu ap k zahan main hota han k main nay thk trading ni ki , app samhjta hain k main nay agar achi trading karo ga tu main loss say b bechon ka or acha profit earn kar sako ga, loss app ko buath kuch sekhata hian ,
                      • #12 Collapse

                        trading main experience say kafi zada kamaya jata hai or ye tajarba humy is main loss krny say hasil hota hai is ki vaja say vo trader jo kisi or ki mistake say sabik laity hain vo kum nuksan kay sath zada kama saqty hain paisa is say or is main yehi sub say zada wisdom vala qadam hota hai jo hum lai saqty hain
                        • #13 Collapse

                          g han agar loss ho jata hay to acha feel nahi hota magar esi loss ko bunyad bana kar ham learning be kar skaty hey, jo traders apni ghaltiu se learning kar leta hay us ko kahi aur se esi learning nahi mil sakti hay.
                          • #14 Collapse

                            Jb koi trading strt krta hy to shuru shuru main loss ho jata hy trading ke start main apko loss zaror ata hai koun ap ko is field main aye howay itna time nai howa hota jis ke bais aisa hota hai lekin jo kuch karny wale hoty hein wo is loss se sekhty hein ke kin wajohat ki bna per muje loss howa aur meri kia kia mistake thi jb ap us loss ko positive lein gy tu lazmi hai us se kuch acha hi sekhein .isi myn bhtry hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear ap thek keh rahe ho lekin es mai ap ko seekhne ka muqa milta hai es mai kamiyal traderwoi hai jo apne loss se seekhta hai agar ap seekho gy nhn tu ap ki trading ka ap ko koi faid anhn hone wala aur ho skta hai at the end ap loss kar k he baith jao es liye ap se kaha jata hai ap loss k tarf na jao bal k ap smjho es business ko ye ap k liye behtreen faida bde skta hain bas ap ko smjhna ho ga k ye business boht acha kese kam kar skt ahia,,.,,

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X