movement of different pairs

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    movement of different pairs
    Dear firends agar ap aik se zayada pairs pe kaam kar rahe hain to us k liye zaroori hai k apko un pairs k bare main achi tarh information honi chaye q k kuch pairs ayse hote hain jo aik dosre k mukhalif chalte hain agar un different pairs pe ap trade karen to apko zayad faida nahin hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex market ki movement ko understand kar kay trade karnay main he faida hota hay tab he hum market main achi earning kar sakty hay es business main khoob time daina chahiey kyun keh time dai kar seekh kar trading karnay main he faida hota hay tab he hum market main achi earning kar sakty hay
    • #3 Collapse

      G jo bhi forex trading business mein new trader han un ko cahaiye k wo pehly forex trading business mein aik hi pair par trading karain wo is liye k is traha wo pair ki movement aur us currency pair mein information hasil kar k hi achi trading kar k profit earn kar sakta hy
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Aik se ziada pairs par trading Karne k liye ap ko un pairs ki information aur knowledge hona zaroori hy agr knowledge information ho ga tab hi ap aik se ziada pairs par trading kar saktay han

        اب آن لائن

        Working...
        X