Money grubbing Is really a Huge Enemy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Yes i was agree with this there fore you should control your emotions in this market and should work with the market and with this you able to get the success in this market.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      my dear friend forex trading ko is k rules k mutabiq kia jana chahiay kiunk forex trading is waqt internet ki dunia mein aik bahot hi achi aur attractive business opportunity hae is ko manners k sath avail karna chahiay.
      • #18 Collapse

        bhai jaan apne baat to theak he kahe hai per mai to samjta hu humay is mai greeds say bachna chaiey is say humay big loss ka he samna rahe ga
        • #19 Collapse

          han bilkul or yahi aik waja hai is business me loss ki main kiun ke forex me jitne bhi newbies aty hain woh zyada tar yahi karte hain money grubbing ki he waja se mostly trader ko is business me losses uthay rehna parta hai kai months tak .,
          • #20 Collapse

            Dear Sir forex mai ap kabhi bhi buhut sa paisa nai kama sakte kiu kay ye bhi baaqi real businesses ki tarha hi aik hai is liye agar ap greed ya money grubbling karain gay tu ap ka result sirf loss hi huga.....
            • #21 Collapse

              hello and salam pyare friends money grabbing se murad ye hai k ap zyada lalach na kro aur leverage zyada rakh k lambi lambi trade na kia kro to ye apko kafi help kr sakti hai
              • #22 Collapse

                well janab ap ney kafi acha thread kiya hain newbie k liye sab is thread ko agar read karey dehan se toh kuch knowledge hasil hosakta hain forex busieness k barey mai isliye mia khaunga k iss ko dehan se read karey ..
                • #23 Collapse

                  ya pasy kamy ka sab say acha kam hai is jasa koi bhi kam nai hai garh bhath kar ham ya kam kar saktyy hain ya acha kam hai jissay ha jitna hi kam karay gay utna hi ham earn karay gayn.
                  • #24 Collapse

                    forex mai ap kabhi bhi buhut sa paisa nai kama sakte kiu kay ye bhi baaqi real businesses ki tarha hi aik hai is liye agar ap greed ya money grubbling karain gay tu ap ka result sirf loss hi huga..thankss!!
                    • #25 Collapse

                      Sir apki baat bilkul theek hai is may koi shaq nahi hai forex may apko moenay hasil kernay kay bohat hi zeyada mehnat kerni parti hai yani apnay money khod ker hi nikalni hoti hai ye bohat bari kamyabi hai is may ap ko kaafi mehnbat zaroorat hoti hai
                      • #26 Collapse

                        gee bhai forex trading mein hmein sahih kam krne se fiada hota he aur hemein apne trading bad things nhe lane hein aur apne trading mein sahih soch smjh se kam krna he phr hmare trading mein boht fiada hota he aur ham ache income forex se lete hein
                        • #27 Collapse

                          insta forex tredung biznees min mere bahi hum ko to buhat hi achi or sab se bahtren moby hasil hoti hy kun kah hum is biznees ko aone gahr mun hi kar sakte hyn tabhi hum ko ernig hasil hoti hy
                          • #28 Collapse

                            jab hum greed kar kay kam karty hain to humain achi earning hasil nai ho saky humain gambling karny ko avoid karna ho ga ta kay humain market main kam karny main asni ho saky
                            "The mind is everything, What you think you become"
                            • #29 Collapse

                              Gee han forex trading main hamain apni equity ko maintain rakhna chahiay kyun ky agar ham apny small invested balance per maximum trades open ker lety hain tou zaruri nehi ky hamain her trade main profit hi ho so agar aksar trades main loss hota hai tou hamara account bahot jald wash ho sakta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Trading key doran greedy hona buht dangerous hota hy aur is sey aap ka bana banaya profit bhi zaya acho jata hy. Jo log greed ko nahi chhor saktey woh forex ko chhor dain to acha hy. Is ky elawa hamain emotional ho kar bhi trading nahi krni chaheye aur tukkey bazi sey jo log earn krna chahtey hain woh bhi nuqsandeh hota hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X