English main post krna ya reply krna ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Dear acha thread ha apka. Mera bhi yahe khayal ha thori bahut English say kuch nai hota aur normally hum apni roz marra life main urdu main English use kr letay hain same i think fourm pay bhi thori bahut English ka koi issue nai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: faisal767 پيغام ديکھيے
      mera sab member se ye sawal he k kia forum per English main post krna ya kisi post ka reply krna rule k khilaf to nahi kion k mjhe kisi ne kaha he k agar ap English main post krenge to apka account bane ho jaiga to kia esa kuch he rule main kia ? please guide krden.
      assalamu alaikum bhai Janatha mujhe pata hai mery mutabiq English main post karna Yaad thread Bananarules and regulation ke khilaf hai isliye Hame chahiye ke Hum Apni pose co English Ki Baje Urdu mein kya kare Jis Se Dammam To address ko Samajh Mein Main Aasan Nahi Ho
       
      • #18 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: faisal767 پيغام ديکھيے
        mera sab member se ye sawal he k kia forum per English main post krna ya kisi post ka reply krna rule k khilaf to nahi kion k mjhe kisi ne kaha he k agar ap English main post krenge to apka account bane ho jaiga to kia esa kuch he rule main kia ? please guide krden.
        assalamu alaikum bhai Mere Khayal Se aap theek kar rahe hain ok English me post karna rules ke khilaf hai isliye Hame chahiye ke hum Urdu mein post Kiya kare Jis se traders co trading Mein Asani Ho
         
        • #19 Collapse

          Ni g aesi koi baat ni ap jis language me bhi post kren koi masla ni. Post ka maqsad matlab wazeh kerna aur apna point samjhana hai chahiey english me ho ya urdu me.
          • #20 Collapse

            Janab ap is wakat aam kuftagu ki baten main hen aur is main wohi chez istemal kerty hen jo aagly bandy ko samaj bi aa saky is leay sub roman main bat kerty hen wesy ager ap english main reply kerna chaty ho to ia main koi itni bri bat ni ap ker sakty ho
            • #21 Collapse

              Forex mai linguistic problem nahi hai ye aap ko local language mai posting allow karta hai jo is business forum k users k liye advantage aur plus point hai aap English mai post kar saktey hain lekin agar local language use karein to dosron ko faida ho ga wo easily samajh sakein gey aap ki posts ko.
              • #22 Collapse

                Mate! chookeh Pak Forex forum ik local yahi urdu speaking users ka forum hai es liay mere khayal se ye ziada best hai ke aap urdu language main hi apni posts publish karo. Wese koi harj ya issue nahi hai english main bi posting ka. Lakin posts relevant aur genuine ho.
                • #23 Collapse

                  English me reply kerna rules ki khilaf ni hai ap kisi b language me jawab de saktey hain lekin chonke pak forex me aam forex member posts kerte hain is liey koshish kren k normal language Urdu me post kren ta k sab ko easily samajh aa sakey.
                  • #24 Collapse

                    esa bilkul nh hai ke ap log agar english main post krte hain tu ap logo ka account ban ho sakta hai ap log bilkul english main post kr sakte hain koi issue nh hai es min but agar ap log urdu mani type krte hain tu thora easy hai read krne walon ke liye bhe kun ke pakistan main kuch logo ko zida english nh ati hai es liye urdu hi best hai posting ke liye
                    • #25 Collapse

                      dear ye forum pakistan or pakistani logo k lia banaya gaya hai to hume yahe allow hai k hum esme urdu me posting kare es me koi harj bhi ni hai or na he forum walo ko koi aetraaz hai es lia ap sub post k reply ya thread urdu may he karen han english k kuch lafaaz ap istemal krlain usme ko masla ni hai wo me bhi istemal krta hun.
                      • #26 Collapse

                        Dear jub yeah hai hi pak forum hai to aap apni zuban main post karain nan ta k sub ko faida ho aur sub ki behtareen tariqay say rehnumayi ki ja saktay English main post karnan zarori hai kia aur han is say account banned honain k chances ziada hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Explain Pak foreign Nagar office mein English mein post karte hain toh aapko chahiye kya aap mujhse Urdu mein posting Kare aur Jyada Se Jyada coaching karta hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X