We should approved our self confidence don't be confused......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    We should approved our self confidence don't be confused......
    Hamen trading k liye khud ko mentally tor per ready krna chahiye aur jab bhi koi trade open kren to hamen confidence k sath trading krni chahiye ta k ham better decisions le saken hamen trading men confused bilkul bhi ni hona chahiye......
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bro apny bja farmaya k bandy ko mentaaly strong hona chahiy or koi trade open kren to confidence k sath kren or confused bilkul ni hona chahiy agr us me loss ho b jay ghbrana ni chahiy dil lga k kam kren ap k loss next trade me pora ho jay ga
    • #3 Collapse

      Gee bhai aap ne bilkul theek kaha hai aur jahan pe ham apna confidence loose kartay hain wahan se hamari trading strategy disturb ho jati hai aur ab tou forum se humain bonus bhi mil gaya hai tou humain iss chance ko zaya nahin karna chahye aur dil se aur confidence se trade karain kyun kay forum ne aap ko dou maheenay baad bonus dya hai
      • #4 Collapse

        G bahi ap ki bat theahk hai confidence to lazmi hai ap jo bi kam karain agr ap confidence s nahi krta tu loss hona ka kahtra hota hai is lia jo bi kam karain confident ka sath karain or trading mai tu confidence lazmi hai or sabar krna bi lazmi hai ya nahi ka trade lagai tu tohra s loss huwa tu foran band kr di trade asa nahi karain tohra sabar karain markten ki movement straight nahi hoti
        • #5 Collapse

          Forex trading my confidence bahut zyada importance Rakhta hai Jab aap confident se kaam karte hain phir aap market mein bahut zyada accha kaam karne mein Kamyab ho Jate Hain aur sab aapke paas confidence nahi hota phir aap accha kaam nahi kar sakte aur confidence Insaan ke paas us Waqt Aata Hai Jab uske paas experience aata hai aur knowledge hota hai aapke paas confidence automatically aa jata hai
          • #6 Collapse

            Brother aap theek kaha rahay hain hum ko trade start karty waqat aur trade k doran confused nahi hona chahaya aur pora confidence sa trade karni chahaya kyun k confidence sa baghar aap kohi kam nahi kar saktay hain aur trade main confidence exprence sa aata hay aur exprence aap ko kam karna sa
            • #7 Collapse

              Business main confidence ka hona bahat hi zarori hota hai agr kisi trader main confidence ki kmi ho tu wo bahat km tarqi hasil kar pata hai. Confidence se business aagy barte hein aur logon se bat karna aur deal karna a jata hai agr aisa na ho tu trading main bahat se problem a jate hein jis se apko apni passand ke results nai milty
              • #8 Collapse

                forex trading mein confidence ki bahot ziada importance hy keun k confused mind k saath kabhi bhi successful trading nhi ki ja skti aur confidence tb hi improve hota hy jb hamary pas experience ho aur experience k liey knowledge,aur practice bahot zroori hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  dear ap ki bat bilkul thk hy ke hum ko forex main mently strong hona chay ,bold decesion lainy chay confident hona chay phir hi ap forex main kamyab ho sakty hn ,so main to kahon ga ke forex main success ke liy ap ka mently strong hona chay
                  Signature removed by moderator

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X