Intizar karna behtar hay big loss say
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Intizar karna behtar hay big loss say
    Dear brothers ham jab bhi trade lagaty hein zaroori nai kay wo so feesad profit main jaye kabhi kabhi trade aysay phansati hay kay intizar both hi lamba ho jata hay market hamray point pay aati hi nai so dears trade ko agar loss hamray capital kay hisaab se both kam hayto phit to sahi agar loss ziyada hay to tarde ko kabhi close na karin kiun kay ek na ek din market may usi point pe aana hay..
    THANKS
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Brother maire khayal mai ager trade phans jiye tu phir trade ko close kar daina he behtar rehta hai . phasi hoie trade mai traders ka time bohot waste hota ha aur itne time mai ager behtar trade ke jiye tu app close ke hoie trade kay loss ko recover kar sakty hain. iss kay sath sath jo trade phans jiye iss mai frustration alag hoti hai aur iss say bachna b zaroori hai :)
    • #3 Collapse

      g bilkul intezar karna bahtar hai bara loss uthanay say balkay hamain chayen kay hum apnay trades main stop loss bhi use karain take profit kay sath sath kyon kay ager hum new hain tu hum apna account zaya honay say aisay hey bacha saktay hain
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: mtkpak پيغام ديکھيے
        Dear brothers ham jab bhi trade lagaty hein zaroori nai kay wo so feesad profit main jaye kabhi kabhi trade aysay phansati hay kay intizar both hi lamba ho jata hay market hamray point pay aati hi nai so dears trade ko agar loss hamray capital kay hisaab se both kam hayto phit to sahi agar loss ziyada hay to tarde ko kabhi close na karin kiun kay ek na ek din market may usi point pe aana hay..
        THANKS
        Main apki baat sy 50 percent agree krta hon or 50 percent disagree krta hoon q k agar ham ziada waot krain gy to kia pta market ka trend change na ho or hamain ziada loss hota jai ga
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Gee haan bhai aap ne bilkul theek kaha hai forex mein jald bazi ki koi gunjaish nahin hai warna loss honay se koi nahin rok sakta aur mere khayal mein tou agar achi trade kay lye haftoun intezar karna paray tou yeh loss se behtar hai
          • #6 Collapse

            Loss to kisi soorat accepted nai he maximum koshish profit ki krni chahiychahiy, magr aik trade me ap kafi time se liss se nai nikl rahy aor is k ilawa ap k pass aisy mawaqy hen k ap pehly wali trade ko close kr k new trade se wo loss bhi pura kr saken aor profit bhi mil raha ho to phir pehli trade ko close krny me mazeed dair na kren
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: mtkpak پيغام ديکھيے
              Dear brothers ham jab bhi trade lagaty hein zaroori nai kay wo so feesad profit main jaye kabhi kabhi trade aysay phansati hay kay intizar both hi lamba ho jata hay market hamray point pay aati hi nai so dears trade ko agar loss hamray capital kay hisaab se both kam hayto phit to sahi agar loss ziyada hay to tarde ko kabhi close na karin kiun kay ek na ek din market may usi point pe aana hay..
              THANKS
              Mujhe nahi lagta ke Agar Hame loss aur haan ho to Hame Zyada wait karna chahiye UK Agar Humse Zyada wait karte rahenge toh ho sakta hai ke Hame Aur juntarnos Ho Jaye
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: mtkpak پيغام ديکھيے
                Dear brothers ham jab bhi trade lagaty hein zaroori nai kay wo so feesad profit main jaye kabhi kabhi trade aysay phansati hay kay intizar both hi lamba ho jata hay market hamray point pay aati hi nai so dears trade ko agar loss hamray capital kay hisaab se both kam hayto phit to sahi agar loss ziyada hay to tarde ko kabhi close na karin kiun kay ek na ek din market may usi point pe aana hay..
                THANKS
                har business man apney point of view sey soochta hai. or hamari is daily life main as a business men (traders) ham conceder kartey hain key jitna ziada experience hoga hamara business utna hi grow krey ga. or issi experience ko madd-e-nazar rakhtey howey ham apni investment main hmaisha ahtiyat krtey hain, or loss sey bachney ki koshish krtey hain. so us key liey hamen market values main kammi beshi ka pata hona chaheay. market down situations main apney experience or observations sey hi andaza laga sktey hain key intzaar krna bahter hai ya invest ker liya jaey ya phir loss key chances ziada haiin to loss sey bacha jaey.
                • #9 Collapse

                  bahot sy traders ka ye problem hy k unhein profit haasil krny ki bahot jaldi hoti hy aur woh sabar sy kaam nhi letey issi wajah sy aksar trader loss kr jaaty hain keun k jb woh apny lagaye huye trade ko loss mein jata dekhty hain to jaldi jaldi order close kr detey hain aur kuch deir baad market un k haq mein ja chuki hoti hy&nbsp;
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Dear trading mein kafi deir tk wait sirf wohi traders krty hain jo long term trading krty hain aur ye quality agr hr kisi mein ho to kisi ka bhi loss na ho keun k jb bhi koi trade loss mein chal raha ho to woh log jo patience sy kaam nhi letey aur trade jaldi jaldi close kr detey hain ya laalach kr jaaty hain to aisy traders ka kamyab hona kafi mushkil hota hy

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X