knowledge or experience???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    knowledge or experience???
    Forex trading mn kam karne k lie knowledge ki zaroort hoti ha agar ap knowledge ni hasil karen ge tu firex mn ap aise hn jaise blind kam karta ha ,so mera question ha k kia experience zayada zaroiri ha ya knowledge so kia sirf knowledge hasil kar k trade kia ja sakta ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear knowledge share karnay say waqiay bot faida hota hota hai. Laikin jab trading or experience jab dono mil jain to phir aap ko pata hona chiay kay bot he zada profit hasil ho sakta hai hamain chiay hota hai kay bonus account per jab bhi Annaylis karain gay to profit hamain ho ga bonus account per.
    • #3 Collapse

      Dear knowledge aur experience dono bahut zaroori hain knowledge kay beghair experience kuch nahin aur experience kay beghair knowledge kuch nahin agar aap kay pas knowledge hai tou aap trade uss waqt tak achi nahin laga saktay jab tak aap ka trade laganay ka experience nahin ho ga
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: amerfarooq پيغام ديکھيے
        Forex trading mn kam karne k lie knowledge ki zaroort hoti ha agar ap knowledge ni hasil karen ge tu firex mn ap aise hn jaise blind kam karta ha ,so mera question ha k kia experience zayada zaroiri ha ya knowledge so kia sirf knowledge hasil kar k trade kia ja sakta ha
        Agar traders k pass knowl2dge hoga to he wo trade kr sky ga bna knowledge k traders ka experience bhi nahi bn skta or na he traders acha bn skty hain
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Wesy to knowledge aor experience 2 seperate Cheezen hen mag ye dono aik doosry ki marhoon e minminat hen aor jb ye dono mil jati hen to aagy ja kr kamyabi inko marhoon e minat ban jati he, lihaza inko paany ka wahid hall yehi he k jb ap trading me hen to musalsal seekhty rahen ta k jb kuchh arsa guzr jay to ap k paspas experience k sath sath knowlsdge bhi ho,
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Dear brother sab say pehlay kisi bhi business main knowledge hota hay tab experience ki baari aati hay boht kam log aysay hein jo sirf tajrubay ki bunyad par kaam karty hien hamry jesay traders ko agar how know nai ho ki forex market ki to ham is main kesay experience hasil kar sakty hien ya shayad hamin boht lamba arsa lagay experience gain karnay mian..
            THKS

            اب آن لائن

            Working...
            X