Practis K Bad bhi Loss....???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #511 Collapse

    mere dost mein apko yeh kahna cha hon ga ke forex tradign ky andar agar apke pass expreince ha to tab bhe apko loss ho skta ha but expreince apke us loss ke risk ko kam kar deta ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #512 Collapse

      Trader ko ager forex ki samjh hai or demo account say practice achi ki hai tu trader ko loss tu nai hona chahaiye kyn k ussay trading ki sahi samjh a jati or woh apnay liye acha profit bana lety hein
      • #513 Collapse

        Dear wo is liye kyun k ye aik asa business ha jis me loss is business ka sb se main hisa ha jo hmen kabhi bhi or kisi bhi waqt ho sakta ha isi lie hmen loss k waqt hmeshah sbr se kam laina chahye or practice hmen asi karni chahye jis se hmen is business me loss b ho tu kam ho or profit zyada acha hasil ho...
        • #514 Collapse

          bhai jan forex ke business me loss tab he hota hai jab aap ne kam theek se learn nahi kara ho is ka agar aap ko is me earnings karni hain to ap ko is me mehnat ke sath kam karna ho ga or mehnat theek se na kari ho to bhi loss he hota hai .
          • #515 Collapse

            je haan practice karnay k baaed be loose ho jae tu ap ke training mein koi kami ho ge kosis karay es mein pehle apni traing ke kami ku pura karay tab trade karay
             
            • #516 Collapse

              Hello friends Assalam o Alaikum g bhai ap theak khty hain isi wajha sa real account pa ziada loss hota h is leay hamein chaheay k demo account pa ham low balance pa trade karein ta k real account pa hamein is ka faida ho
              • #517 Collapse

                Dear agr ham demo per practice kar k real acount mai trading karte hain to loss k chances kam se kam hote hain agr ap demo ko poori tawajjo k sath use karen or wahan se sahi learn karen.... practice theek hogi to ap kabhi bhi loss ki taraf nahi jayenge..........
                • #518 Collapse

                  ager app demo account ko real account samajh kar wahan trading karain to app sahi tarah se practice kar saktay hain ager app demo pe serious work nahin karenge to app kabhi bhi nahin seekh paye gay bohat se log demo pe tension free trading is liye kartay hain
                   
                  • #519 Collapse

                    apko batata hun kbhi kbhi nsan ko esay lag raha hota h ky jo mn kr raha hn wo thek h tu wo esi tran kam krta rehta h or us ko itna loss ho jata h ky wo company ko blame krna shuru kr deta h es liya hameen chay ky apni ghaltion ki taraf dhean dean
                       
                    • #520 Collapse

                      dekhain agar aap ki learning achi hy aur aap nay practice hi ki to aap ki planning achi nahi hy aur aap wrong decision ley rahay hain. Is ki waja shayed yeh ho sakti hy keh aap jald bazi main aa kar trading kartey hain aur emotional ho kar trading kartey hain. Yeh to aap ney khud judge karna hy keh aap ko kis waja sey loss hota. Jab tak aap un mistakes ko saheeh nahi karain gey, aap ko loss hota rahay ga.
                      • #521 Collapse

                        Loss can not be ruled out with only bunch of ordinary practice. The main thing is to imply the learnt flaws from your trading in to the life and operational trading system and then only we can improve our performance. Only knowing good does not makes the difference the thing which makes the difference is performing or doing good.
                        • #522 Collapse

                          Forex loss can easily occur and important to learn how it works rolling to reduce the loss and learn from the mistakes that lead to the loss and benefit from
                           
                          • #523 Collapse

                            ji haan kuch log demo me 5000$ balance rkh kr trading kr rhy hoty hen jab ke wo real me just 100$ tak invest kr skty hen tw unhn chahie dwo demo pr bhi 100$ balance rkh kr trading kren tb unhn trading ka experiance hoga
                            • #524 Collapse

                              ye business hi aisa hai k is main market up or down hoti rehti hai jis ki waja say aap ko is main profit or loss ho sakta hai is liay pehlay is main expert ho jain or us k baad is main trade karni chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #525 Collapse

                                bhai wo is lye kay jab aap log demo per trading kertay ho or practice kertya ho , to shayad proper trading nhi ker paaty ho means kay mukammal training hasil nhi ker patay ho, or jab aap real account ki trading kertay ho to kuch aisi chezen hoti hen jnhen ap learn nhi kari hoti hen, or jab wo samnay aati hen to aap loss ker jaaty ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X