Practis K Bad bhi Loss....???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #751 Collapse

    Bhai agar ap ko practice Kay bad bhe loss ho raha hai to ap dakhi Kay ap kaha galti kgar rahe ho ao kahe na kahe mistake kar rahe ho isi liye apko loss ho raha hai or ye pher sahe knowledge na hona ki waja say asa hota hai or forex trading Ms n to ap proper knowledge Kay bagair to ap kamiab nahi ho saktay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #752 Collapse

      ji haan janab mia ap se agre karta hoo k forex business ek professinal business hain jahan hum agar khud par mehnat yani k hardwork karey then hum is mia professianl ban sakty hai and is main money earn kar sakty hain..
      • #753 Collapse

        dekhen bro agar aapko practice k bad b loss hota hai to yaa rap practice mai b kahin na kahin koi galti kar rahe honge jo aapko samjh na aarahi hogi or jab aap wohi galti real main apply karte hain to aapko loss k surat mai samjh ati hai so sooch samjh k proactice karen
        • #754 Collapse

          Forex market is not a market in the literal sense of the word, since it has no center and no exercise a certain place where trading. The trading exercised by calling teleconference and Internet computer at one time among the hundreds of banks around the world. Alumblyonat hundreds of dollars are sold and purchased every few seconds, one of the largest existing markets online
          • #755 Collapse

            mera mutabik demo account apko trading batata ha sekhata nhn ha. us ka kafi sara factors hn 1 to yeh loss ke tension nhn hoti to ba dhark ap trade krta ho. 2 yeh ha ka ap ka pas bakup kafi hota ha so worry nhn hoti. asl mn log demo mn just trde mn enter hota hn and nkl jata hn. agr es mn stretegy plane kr ln and different indicatiors istimal kr ln to behtr ha.ta ka real account ka liya tyari ke ja ska
            • #756 Collapse

              Well brother according to my thinking Practice ke bad bhi loss woh isleye hota he ke trader demo account per tension free ho kar practice karta he, aur jab live account per trade start karta he to trader ke emotion control me nahi hotay jis wajah se trader ko loss ho jata he, so brother emotion per control kare aur greedy ko follow na kare.
              • #757 Collapse

                Agar aap ko practice k bad bhi loss ho raha hai
                tu ek ka maqsad hia k abhi aap ko trading ka experience nahi hua hia.
                pehle achi tarah practice karain aur phir trading karain.
                • #758 Collapse

                  yeh aapki practice py depend krta hy k kus qisam ki practice ki hy aap ny,experience wali ya earning lack wali
                   
                  • #759 Collapse

                    forex aik ias biznis hy jis main aap ko kabhi bi loss ho sakta hy is main yeh soch ker kam ni kerna chye k is main sirf profit hi ho ga q k biznis main loss ur profit doonoon hoty hain
                    • #760 Collapse

                      Assalam o alakum bhai ne bat bilkul theek kahee he aksar aesa hota he kih demo me practice ke bat real me woh result nahee milte is ki aik wajah yeh bhi he ki ham log demo me ziada balance pe practice karte he or aik or cheez bhi he or woh he dar loss ka dar jo kih real me hota he demo me nahee hota or yehi hamen marwata he aik or cheez bhi he lalach is se bhi bahot nuqsan hota he
                      External website link not allowed - Deleted By Rizwan Trader
                      • #761 Collapse

                        Dear waise tou demo or real same he hote hai per demo account per trading kerna asan hoti hai , kiw k demo account mein trading kerte wqt mein hamare saat na tou emotions hote hai or ne he hume kisi chez ki greed hoti hai , lekin jaise he hum real mein jate hai tou yeh sab cheze saat hoti hai jis ki waja se loss hota hai.
                        • #762 Collapse

                          demo py practice krny ka mtlb ye ni k aap bas trade lgayen,jab tak market ko samjhen gn ni aur analyz ni kren gn to loss he hoga na
                           
                          • #763 Collapse

                            bilkul dear bhot say loag forex trading mai demo acount mai profit mai rehte ha and jab wo loag real acount mai apni trading karte hai tw us per unhe demo acount say ziyada loss horaha hota hai and then wo loag nhe samj pate hai per humare pax demo acount mai is liye profit mai rehte hai kiu k us mai trading k liye humare pax capital bhot hota hai and jitna capital k saat ap trading karte ho apki earning b utni he hoti hai
                            • #764 Collapse

                              G janab practise ap us waqt tk krty rhy or trade krty rhy jab tak ap aik bahtreen expert nai ban jaty ho or forex mai ap ko knowledge or expeirence bahtreen hasil ho skta hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #765 Collapse

                                Loss hota rehta hy.himat nahi harni chahya .ager loss ke der se hum trade nahi kery ga tu achi baat nahu

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X