Trading me loss sy bachne ka tareqa.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    forex trading main loss say aik he surat main bucha ja sakt ahai k trader sheeu kernain say pehlay ap ko practice ker layin chaiyeh.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      Loss na ho aisa mumkin nahi he. Haa loss kitna kam ho sakta hy ye zaruri sawal hy or is ka answer bhi hy. Loss us wqt kam ho sakta hy jb ap kay pass inta balance ho k ap bina tension k trade kre
       
      • #438 Collapse

        keep your eyes and brain on the forex market and there are some main points or techniques. keep hints showing in the international market. so choose the best selling price and then make it happend
           
        • #439 Collapse

          g bhai iskay tariqa yahi hai ka ap zeyada sa zeyada mehnat kere is work mai and zeyada sai zeyada profit and loss ko samjhnay ki koshish kere
          • #440 Collapse

            we must know about the international currency knowledge because without proper knowlege of internatuinal currency and dollar we ccan not proceed further in the forex maket
             
            • #441 Collapse

              aoa nahe g trading may loss say bachnay ka koi indicator nahe hota is say bachnay ka bus aik he tareka hai kay ap demo par bohat zaiyada practice karay aur aun may hoye galtio say apnay liya aik lesson hasil karay takay jab ap real market may trading karay tu wo lesson ap ko helpful sabit ho aur ap ka profit zaiyada karnay may madad daiy
              • #442 Collapse

                Trading me loss se bachne ka ek e tareka hai k ap beware rahen apni ankhen or dimag ko khula rkhen ta k apko pata chlae kab price high horhi hai or kab low horhi hai agar high price pe ap selling karengy to profit hoga agar high price pe buying karen or low price pe sale karengy to yakenan loss hoga na..
                • #443 Collapse

                  Baseon meas a trader i will say that it is very good for you to make good analysis when you are in this business so that you can grow more in this business
                   
                  • #444 Collapse

                    Dear sir forex trading main loss say bachnay kay liay aap ko with money management and with analysis kay sath trade open karna chahayie.
                    • #445 Collapse

                      trading mein loss se bchny k liye greed se bchna chye, investment km krni chye start mein experience aur knowledge gain krty reha chye is se aikmou ap ko profit ho ga aur apki earning ziada ho g dusra apko loss nhi ho ga
                      • #446 Collapse

                        brother forex trading business mein loss se 100 precent bachanay ka koi tariqa nahi agar app se koi trader yeh keh raha hai k woh bilkul b loss nai kartha toh woh jhoot ketha hai kyun key forex mein loss har surat mein hota hai.
                        • #447 Collapse

                          dear forex bohat hi ziyada riksy business hai aur is mein ap itni asani se kamiyab nahi hosakte,is mien apko losses to hote hi hain,lekin ab ye apke uper depend karta hai ke ap is mein losses ko kaise manage karte hain aur apne profits se adjust karte hain.
                          • #448 Collapse

                            sb se pahly to apko ye baat apky zehan se nikal deni chahiye k forex mein ap ko koi cheez 100 percent mily gi, aisa impossible ha. or 2nd baat agr ap loss se bachna chahty ho to ap stop-loss ko use kro, ye tareeka loss se bachny ka best ha.
                            • #449 Collapse

                              Trading mai loss se bachne ka ek he tareeka hai k sb se pehly demo account use kren or usse experience hasil kren. Shuru mai thora bohot loss tw hota hai but it is a part of business. Bs jb trading kren tw stop loss counter zaroor use kren usse bhii loss kam hota hai. Otherwise work hard and best of luck to all.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                dear trading mai loss b hota hy aur profit b es liye ap ko seekh aur smjh k kam karna ho ga ta k ap apnii life ko behtar banaa sako aur acha faida hasil kar sako tab he ap enjoy karo gy,,,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X