Demo per profit or real per loss kiun

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Demo per profit or real per loss kiun
    Dear demo account per aap jo bhi lot excute kartay hain. Wo broker kay demo server say hoti hai.
    Or real account main lot broker kay real server per jati hai. Or phir liquidity provider ya interbank market main.
    Tab he aap ki lots kay mukabil sell ya buy ki entry open hoti hai. Jis ki waja say forun profit nahi hota.
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Great information share ki Apne ...or maen yahan pe thora SA add Karna Chahta hoon ke demo account hota real hy lekin ham us earn Kia HOA profit with draw nai Karwa sakty or agar hamen loss as bhi jay to ham us ki tension nai lety ke hamen real men loss hoga ..ye hamry sekhne kilie aek platforms hy jis se ham apni trading ko sekh sakty hen us pe prectic Kar sakty hen
    • #3 Collapse

      Dear aap ki information bahot achi hai but main smajhta hoon k iske elawa agar hamen demo account men loss hota hai to demo account men hamare koi emotions ni hote hain aur ham market ko bhi croectally analyse kr lete hain but real acount men agar hamen thora se bhi loss hota hai to hamen tension si ho jati hai jiski waja se ham wrong decision le ke aur mazeed apna loss kr dete hain.
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        dear member mujy apki bat samjh nhi ai hai agr demo ma real server sy trade excute nhi hoti to phr market ma current price py entry kesy hoti hai isky elawa profit to us ma bhi waisa he ho ga jesa real ma agr ap insta forex demo account bnao to apko sub smjh aa jay gi janab
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
          Dear demo account per aap jo bhi lot excute kartay hain. Wo broker kay demo server say hoti hai.
          Or real account main lot broker kay real server per jati hai. Or phir liquidity provider ya interbank market main.
          Tab he aap ki lots kay mukabil sell ya buy ki entry open hoti hai. Jis ki waja say forun profit nahi hota.
          Main bhi Aksar Ye Baat note Ki Hai Ke Hame demo account mein profit hota hai jabki real account mein loss Ho Jata Hai Kyun K M real account mein trade karte huye Loss ka fear krty hain
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Aslam o alikoum dear brother aap ke bat 100% teak hai aysa he hota hai es ke waja y hai jab real main aap trade krty hain to dar dar kr trade krty hain aur damoo per aap apni marzi say trade krty hain y he wajaa hai dear
            • #7 Collapse

              Dear bahit achi information share ki hai ap ne bahut knowledge full thread ha aur main aik aur bat add karta chalon k demo account p hamyn tension ni hoti loss ki aur capital bhi zayada hota ha aur ham confodence se bari lot lagaty hain is liye profit hota ha jab k real account mein hamara capital itna ni hota aur hamyn dar bhi hota ha loss ka
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                sir uski koi main waja hoti ha jesy k ham demo account ma trade krty ha to wo 3 digits ka hota ha jis ki waja say hamay waha pay profit k chance ziada hoty ha lakin apko waha pay trade start 100$ say krni chahiye apko ziada $ nai lena chahiye uskay bad hi apki achi trade bhi ho sakti ha phir apko real ma bhi help milay gi

                اب آن لائن

                avatar Azaad
                avatar Qasi
                Working...
                X