maximum loss in one month

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    maximum loss in one month
    bhai trading man zuada trader loss krty hain or koi asa trader nhi hoga jis ny kbi loss na kua ho yah alag bat hai kosh trader kam loss krty hain to kosh trader zuada loss krty hain to kosh loss krny k bad sara loss recover bhi kr laty hain aap mujy yah btaye k Aap ka ak manth ka maximum loss ktna hwa hai os manth ka btaye jis manth aap ko sub sy zuada loss hwa ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex men hamen profit aur loss dono milte hain aur trading k doran hamen zaruri nhi k sirf profit hi ho hamen loss bhi hota hai.
    Main ne jab trading start ki thi to mjy itna Ziada loss hua tha k mera sara acount hi wash ho gia tha , but now agar mjy loss hota hai to main isse recover bhi kr leta hoon.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Mian to dost kafi loss kia hai mera aik din main 200 dollar plus k account wash hoey hain our us main meri reason of loss greed tha us ko app say nay kill kerna ho ga koin k ye traders ka sab say bara enemy hain
      • #4 Collapse

        Bahi bat ya hai loss or profit dino sath sath hain jahan profit hota hai waha kahlat trade is losss bi hota hai is lia jab loss ho tu os s learn karain or apna loss recover krain kiun ka recovery ka bad hinap withdrawal profit nikal kr saka gain is lia stop loss lazmi use karain kiun ka jab loss hota hai tu bohot zayada tu recover krna mushkal.ho jatta hai
        • #5 Collapse

          Dear ham maximum loss yehe kartay hain one month main kay pora month trades lagatay hain or phir pal bhar main bonus account wash kar daitay hain is liay hamara account grow nahi hota or wash hota raita hai.
          • #6 Collapse

            hum ko ziyd lalach nhe karni chahiye agar hum ziyda lalach kare gy tu hum apne accoutn wash kar skte hain agar hamara bouns account hain or hum daily apne 500usd k bouns account say 5 6 usd earn kar rahy hain tu hum ko chahiye k hum pher or trade na lagye warna loss ho ksta hain is liye humhain chaiey k hum ziyda risk b na le
            • #7 Collapse

              Dear forex trading aik online buisness ha jis mein profit bhi hai aur loss bhi ha aur koi bhi aisa trader nahi ha jis ko kabhi loss na hua ho lekin agar ham achi tarha seekh k trading karyn gy aur mehnat karun gy tu hamyn loss kam hoga aur profit zayada hoga aur ham apna loss recover bhi kar lyn gy
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: hassan4832 پيغام ديکھيے
                bhai trading man zuada trader loss krty hain or koi asa trader nhi hoga jis ny kbi loss na kua ho yah alag bat hai kosh trader kam loss krty hain to kosh trader zuada loss krty hain to kosh loss krny k bad sara loss recover bhi kr laty hain aap mujy yah btaye k Aap ka ak manth ka maximum loss ktna hwa hai os manth ka btaye jis manth aap ko sub sy zuada loss hwa ho
                Main forex trading main 6 months sy trade kr faha hon or mujhe 2 baar bohat loss hoa hai aik baaf mujhe 400 dollars ka loss hoa hai or aik baar 479 dollars ka loss hoa hai 3 din main he
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Dear maximum loss yehe hai kay ham bonus ura dain laikin kuch log hotay hain meray jaisay pora investment he haftay main ura daitay hain aap to phir bonus account ki bat kar rahay ho.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X