forex ma take profit ka kia faida ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    meray khayal mein tou mein yeh samjaht hoon k ager hum apni tarde ko take profit k saath kerien gay tou mein yeh samjaht hoon k hum achi earning ko hasil ker lein gay werna loss ho sakta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Forex market profit ka bhot zeyadha faida ahe ager order lagane k bad ap ko lagat he k ap loss m jare ho ho to us time ap is option ka use ker sakty big kar sakty ho or jab kabi app ko amount zarort free ho to app is say apni investment draw be karwa sakty ho hogi to ap sara time wait nahi kar skty then.
      • #48 Collapse

        Take profit ka ye faida hai keh agar cheh hum market ko watch na bhi kar sakein to bhi hamary trade automatically closed ho chuki hoti hai. Pakistan main light problem bohat ziyada hai aur forex main light ki waja se kafi masla ho sakta hai. is liye hamesha take profit hi use karna chahiye.
        • #49 Collapse

          Asslam o aliekum ! I am not so much experienced in trading
          • #50 Collapse

            Dear forex tradre insta forex amin take profit aik bohat he acha option hy agar ham kahin koi trade lagaty hain aur hamin us se profit hota hy lakin ham us profit ko confirm nai kar paty agar ham nay wahan take profit lagya ho ga too hamin hamra profit mil jaye ga
            • #51 Collapse

              Take Profit forex mai bohot ahmiyat ka hamil hay is say hum apna target choose kerty hain trade mai kay hum ko apni lot may kitna profit lena hay ior light na honey per bhi is kay istemal say trade apni TP limit pere close hojati hay automaticly.
              • #52 Collapse

                bhai mere agar ap forex trading kar rahe hen our ap ne kisi trade pe take profit ki limit laga di ha to us ka faida ya ho ga k light jane ki surat ma ya ap k busi hone ki surat ma ap ko profit mil jaya ga.
                 
                • #53 Collapse

                  my dear friend forex trading me meray khayal mein tou hum apni tarde ko achi tarah se ker leitay hain aur ager light chali jaye tou market humara take profit ko hit ker k humein profit de deiti hain.
                  • #54 Collapse

                    forex me take profit ka ya faida hy k phir hamen trade ki nigrani ni karni parti hy market ko dekhty hoay expected value par take profit agar laga dain to uc value tak trade jay ge to auto close ho jay ge tp lagany sy hamara account achi tarha manage ho jata hy tp lagany sy ziada risky trading ni hoti hy
                    • #55 Collapse

                      As You already know my brother that in pakistan there is a too much loudshedding problem so we use take profit to automatic close order in profit when markit hit that point .... take profit is too much use staretgy and it is mostly helpfull for all person that doing forex trading in pakistan
                      • #56 Collapse

                        my dear forex mein trade kartey waqat take profit ki bohat importance hai my dear take profit humein zaroor use karna chahiye trade kartey waqat ess say hum bohat save rehtey hai market mein trade kartey waqat hum bohat big loss honey say bhi save rehtey hain ess liye humein trade kartey waqat take profit aur stop loss dono use karney chahiye ye insta forex broker ka mt4 platforum mein bohat best tools hai i like it very much
                        • #57 Collapse

                          orex mtake profit ka bhot zeyadha faida ahe ager order lagane k bad ap ko lagat he k ap loss m jare ho ho to us time ap is option ka use ker sakty hen is ap ko capital loss nahi ho ga or ap dosra order bhi la
                          • #58 Collapse

                            forex trading kar ne che huma earn kar saktehai. jo ki humara family ko suport karta hai. or ische extra earn karne ka faida deta hai. mera dost ab bohut asha earn karta hai..........
                            • #59 Collapse

                              forex trading main take profit aur stop loss aapke faiday k liay hi banaya hua hai. aap agr samajhtay hain k isko istemal krnay zaroorat nahi hai to na use karain mgr hain ye dono boht kaam ke in future aap ko pata chal jaey ga k inka kitna faida hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Jab tak ap apne computer pe bahthe ho tab tak to take profit ki zaroorat ni magar jab uth jate hain kisi kam ke le a or market ka khas andaza bi ni k kis rukh barhe gi to aesi sorat me take profit zabardust hae is se ap mahqool profit hasil kar sakte hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X