kia ham sab ko loss sy bhi kch sakhny ko milta hay ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    forex tarding main loss ki buhat importance hai. kyun k es mnuksaan sy apko buhat seekhny ko milta hai., mera tu khyaal hai k ap achi trading zyada tar apni glatiyun or loss sy hi seekhty hain kyun ye apk experience sy milta hi. jo k apko buhaat kaam ata ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      ji han forex trading main hone wala loss ye sabaq deta hai ke hame zyada lalach nahi karni chaye or discipline ke sath forex trading karni chaye or har loss main hame ye hi sabaq milta hai magar ham phir bhi wohi galti karte hain
      • #63 Collapse

        very very true woh insan hi kya jo apni mistakes se na seekhy.loss se insan next time k leay aware ho jata ha k be carefull k is mistake se yh nuqsan hoga ar .hamain apni ghaltion se seekhna chaheay.agr hm sahi waqt pr na seekhain to zindgi woh hi lesson hamin wrong time pe sekkhati ha...be aware .
        • #64 Collapse

          jeee janb loss se faida hta hai bcx agy humy wo ghaltian nhi dorana chahta hai nd hum atention hote hai agy asi ghalti nhi krty hai trade me
          اصل پيغام ارسال کردہ از: teeda پيغام ديکھيے
          hir hony wala loss is sabaq day jata hay kia app log manty hian ky trading ky business men hony wala loss sirf trader ki apni galti ki waja sy hota hay ?:(
          • #65 Collapse

            G dear bilkul loss se bhi hamen bahut seekhnay ko milta ha kyu k jis galti ki waja sa hame loss hota ha hum next time wo ghalti ni kartay or is se hamari ghaltiya kam ho jati ha aur hum ko ziyada sa ziyada profit earn krna ka moqa milta ha. or hm aik achay trader bhi ban jata hai or hamare experince mein bhi izafa hoat hai
            • #66 Collapse

              jee haan humein loss se bhi buhat kuch seekhne ko milta hai aur woh is surat meink agar humein loss hojaye to humein yeh dekhna chahiye k kis galti ki wajah se humein loss hua hai and us galti ko samjhna chahiye jis se humein yeh andaza hoga k yeh galti future repeat naa ki jaye and is tarah aap loss se bhi faida utha sakte hain.
              • #67 Collapse

                bro loss hone se ap ko ek cheez samajh man aa jati hai ap ne kaha pe galti ki hai phir ap forex man wo dobara galti nhe kro gye
                • #68 Collapse

                  forex trading eik esa online work hai jahan aap apni mistakes se bohat kuch seekh sakte hain aap ko chahiye ke aap un ko repeat kerne ke bajae un hi mistakes ki waja jane aur un se seekhen ke aap ko kya loss hua
                  • #69 Collapse

                    here you can do tat is really god formhere you are her so that is raelly good formhere you can do that is really ..........
                     
                    • #70 Collapse

                      bhai jan pehli baat to yeh k trading mein hone wala loss ap apni ghalti ki waja se krte ho q k trade ap khud lagate ho to ghalti b khud hi krte ho or dosri baat yeh k har ghalti mein hamare liye sabaq hota hai agar hai apni ghaltiyoon se sekh k trading krein to hamein loss b nahi hoga
                      • #71 Collapse

                        here you can do thatis really good form here you ca do that is really good form here you can do trakl is trreally fghod .......
                         
                        • #72 Collapse

                          ji hum ko apni ghaltyoon sy sekhnay ka buhat moqa milta hy. jub hum aik mistakes kur laitay heen tu ainda os sy buchnay ki koshash kurtay heen. jis sy ainda ky lye hameen sabaq hasal hi jata hy , oor hum ainda kum loss kurtay heen.
                          • #73 Collapse

                            forex ma hun loss sa be bht kuch seakhty han ku k jis galti ki vja sa humian loss hota ha anda hum us k ityat krty hain ,,profit sa zyada hum loss sa learning krty hain
                            • #74 Collapse

                              dear brother aap ko apne her loss se lesson hasil krna chahye or aap ko next time aisee mistakes se bach ker trade krni ho gi then hi aap aca profit earn kro ge or loss se himat nahi harni chahye.
                              Islamic Books Blogging Tips
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                sab kuch tu loss krnay se hi milta hai jab ham nakam hotay hain tu ham is kam ko sekhnay ki kushaish krtay hain ager hum loss na krin tu kis tarah seekh saktay hain .hum loss our profit dono surton main seekh saktay hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X