new tradres ke liye advice

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #706 Collapse

    uy new trader explain to through forex gurus throughout forex demonstration bill as well as key in the idea
    within the bill can help you a lot genuine as well dfih
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #707 Collapse

      tmam new traders k liye aik bahut hi ehem point ye he k ap is me sab se ziada knowledge hasil kren and ap is me lalach se dor rahen and is me ap trading k doran tension free raha kren
      • #708 Collapse

        Bilkul brother isi tarah hai new b kabi b apni tamam investment ko risk mein na laye bulke patience se work ker jab wo is market ko samjh jaye or un k andar confidnece bahal ho jaye tou he wo phir apni marzi se trade kare lekin her aik trend ho or maket ko analysis kerte huwe.
        • #709 Collapse

          Bhai jaan meri taraf se to yhe he advise hai new traders ko k wo sab kuch bhool k is kaam pe focus karain aur agar loss ho jay to kabi bhi dil mat chora kiun k mehnat aur lagan se insan kuch bhi hasil kar sakta hai aur forex mei market ki movement ka bhi khayal rakhain to ap kaamyaab ho jain gy zaroor.
          • #710 Collapse

            saaalaam bhai jee app forex mein kaam akrna chahtay hain tu appko chahyia kaay app pehlaay fore kaay demo account mein kaam karin aur saber se kaam karin app is mein laaluch na karin
            • #711 Collapse

              thanks for this advice dear ap ne boht achi advice di hy me 1 new trader hon or mujhy wakai advices ki zarorat hy or me abhi learn akr raha hon sikh raha hon sab kuch choti ammounts se trade karta hon ta k loss kam se kam ho
              • #712 Collapse

                new traders k liye ye hi msg hai k wo ziada se ziada forex ko learn kare phir hi trade open kare to un ko faida ho ga
                • #713 Collapse

                  Forex trading aik onlie buisness hy aur issmain kmany k lia apko bht mahnat krni parringe q k yai bht riskey buisness hy aur issmain zayada amoung chai
                  • #714 Collapse

                    new traders kay liye yehe advice hai kay wo fully learning karein aur demo account par fully pracitce karein jab tak wo fully profit earn karnay na lag jaye tab tak live trading start na karein.
                    • #715 Collapse

                      • #716 Collapse

                        Bhai new traders Kay liye ye he advice hai Kay ziyada say ziyada demo acc
                         
                        • #717 Collapse

                          Bhai mere tu yehe advice hai Kay new traders ziyada say ziyada demo account pay practice karay takay unko experience hasil Hi sakay or wo forex ki market ko samajh sakay or isi tarhan so forex main experience bhe hasil kar saktay hai or knowledge bhe isi tarhan mill sakti hai new traders ko is liye demo account Kay istamao Ziyada say ziyada karay or eik kamiab trader ban jae.
                           
                          • #718 Collapse

                            bhai jaan new traders kly meri ye advice he k sab se pahle wo kisi ashe trader se learning le,us k bad forex ko thek se samajhne ki try kare or jitna ho sake demo account pe practice karte rahe ta k unko forex sahi tarha samajh me aa jae fir usk bad wo apni investment kare.
                            • #719 Collapse

                              bhai sahi bat hai but mujhe yahi lag rha hai ke yahan forum ke zarye se invest kara jaye to best rahe ga or us se har month bonus bhi milta jaye ga or koi kisi kisam ki tension bhi nahi rahe gi ham ko trading karne me .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #720 Collapse

                                Sir apki baat theek hai jo new trader hai wo phekay ye kaam kisi expert say ya forex member say kaam seekhay us kay baad hi ap log kaam kare werna loss hi loss hai jo apko agay nahi barnay nahi deta hai thank u

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X