Forex trading ma jazbati nahi hona chahye
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #781 Collapse

    Re: Forex trading ma jazbati nahi hona chahye

    JI ha ap nay bilkul sahi Kaha
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #782 Collapse

      Re: Forex trading ma jazbati nahi hona chahye

      JI ha ap nay bilkul sahi Kaha hai ke jazbat emotion kbhi bhi apkay business me ni ana chahiye yehi apkay loss ki bari wajah banti hai soch samajh kr trade krni chahiye har lehaz se relax mind hokar hamain deceision laina chahiye q k jazbati hokar galat time me trade karainge aur forex ko to bhia jazbaat say hat k chalana chahea, apnay dimag say apni knowledge, experience say kaam kerna chahea bhai jaan thank you everyone
       
      • #783 Collapse

        Re: Forex trading ma jazbati nahi hona chahye

        G han sir ap ny thek kaha hy trading karty howe humy relax rehna chahiye , jaldbazi nahi karne chahiye market ko ache trah sy analysis kar ky he trading karne chahiye ,forex aik asa business hy jis mein humare aik choti sy mistake bhi humara account wash kar sakti hy es liye humy trading karty howe jazbati nahi hona chahiye
        • #784 Collapse

          Re: Forex trading ma jazbati nahi hona chahye

          G han dear aapki baat bilkul sahi hai ki Hamen Forex trading mein kabhi bhi jazbati nahin Hona chahie Agar Hamen is mien Jazbaat ke sath kam Karenge to sirf aur sirf loss hi Karenge Baithe yahi hai ki Ham ismein planning ke sath kam Karen.
          :1f60e::1f60e: Knowledge is power so gain it first :1f60e::1f60e:
          • #785 Collapse

            Re: Forex trading ma jazbati nahi hona chahye

            G han hamain market main information hasil kar k hi hum achi trade kar skaty hain, tab hamain market main bi perform kar sakty hain, so hamain market main jald bazi say avoid kar k hi hum achi trade kar skaty hain,so hamain market main trend ko use kar k hih um real main bi perform karein gay, so hamain is forex main knowldge hog a ta k loss km ho saky ga,
            • #786 Collapse

              Re: Forex trading ma jazbati nahi hona chahye

              very good advise forex aik aisa business ha jes main ap ko bhot hi zaida cool rahna perta ha jab tak cool mind rahy gy forex ap ko profit dyta rhay ga jesy hi ap kese lulach main ay gat tab ap ko waqti toor per faida to ho sakta ha per ya faida lga tarr ni cahlta or na hi forex main kabi ap kay tutaky kamyab ho saktay han is liay forex mian ager ap aik kamyab trader bana cahty han to us kaiy ap ko saber say or mahnet say kam kerna ho ga ager ap jald bazi kery gay lulach kery gay to us main apko bhot zaida loss ho ga or pher bad main peshtwa hi rah jata ha is liy apko kabi b trading k doran jazbti ni hona or apny emmotion per kabo rakhna hota ha ager ap asy ni ker sakty to ap ko forex per kabi b trading ni kern cahiy.
              • #787 Collapse

                Re: Forex trading ma jazbati nahi hona chahye

                Forex mein trading mein jazbati nhe hona chey g haaan apki bt bilkul theek h jb bhe hum pakistan forex foram mein trading karty time jazbati na ho balky hosh ky sath soch samjh ky knowaldge or inforamtion ky sath hi trading kary na ky jazbat mein akar jald bazi mein over confidence mein trading na kary
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #788 Collapse

                  Re: Forex trading ma jazbati nahi hona chahye

                  G haan billkul agr AP forex ma kamyab hona chahta Han tu AP ko forex ma jzbati nhi hona chahia hmain forex ma cool mind ka sath fresh mind ka sath Kam krna chahia jzbati hon ga forex ma tu pr loss ho jata ha is Lia sabar ka sath forex ma Kam kran ga tu kamyab hon ga

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X