forex trading ma jald bazi ka nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #901 Collapse

    hm main aap sy itefaq hao ky huimin Forex karobar main khabee be jalbaazee nahe krni chaeyeh kayan kei jaldbaazee sy hm bohat loss krwa skty hein or apney sub cash loss krwa skty hein isleye me app say khaunga keh Forex karobar mein araeam ky saath or attention ky saath traeidng krni chaeyeh ore appnay zhen ko always cool rkhna chaeyeh.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #902 Collapse

      haan gee hurry karne sy kafi nuqsan hotaa he jitnee jaldibazee kringe otna loss haoga kiaon kei Forex main koch intezar karna chaehie aor sabur sy profits bhi hao sakta he aur lose bhi lekin tezi krni say avoid karna chaehie issi bahot nuqsan hogaa sabur say kam laina chaehie Forex main kiaon keh tezi krni say bohut loss keh siwaa koch nahi milni waly.
      • #903 Collapse

        bhai tradings mein hurry sy kaam nahin laina chaheay belki Forex tradings mein soch soch kr job krana chaye tumaem currency pairs kee tasslee ki saath prices.
        • #904 Collapse

          meraey rai mei tou Forex tardeng buseenss 1 bohut hi hard buseenss ha, jes pr agar tou ham apnee work ko jlad baazee ky sath kereen gei tou humain is main lose hao skta ha, is liaeye aaram sy tardi kernee chaehiye.
          • #905 Collapse

            assaelam u alekum dekhaein brother Forex tradings aek best earning karana i kaa zaryaa ha, humain Forex mein khaoob hardwork krni chaeye hamaraee koshish he humain iss mein profits dilsaktee ha, iss miaen faltoo ki tezi na karein patience say kaam lain jal baazi mein hamesha galtiaa hotti hen.
            • #906 Collapse

              Forex tradings mein jalad baazee na kee jay kunki koee b busines hao aap ny forn profits ke hope nahi rakhnee issi tara Forex main be ap ko yei khayal rkhna he kee patience aor bardhaest ki saath trading lagaee jaey aur profits aur lose both condition mein iss sy koch seekhaa jay.
              • #907 Collapse

                Mein samajhta hou kei go kaam go kaam tamalmazajee ar eitemaad sey kya jaey woh hmary layiaa soodmand sabaet hao skta hai, bajy iska ky hm jalbazazee se kaam kr ky aapna lose kerain.
                • #908 Collapse

                  Kaam koe bhi hao agar jaladi mein kea jaey to US kaa nuqsaan he hotaa ha, iss liye hm sb ko idher km say keh galteyahn kerni caheey kayon ky agar hm sb ke km se km galteyahn hun gay to hm sb kaa lose nyi hao gaa aur hm sabzadaa paisey hasil saktey hen.
                  • #909 Collapse

                    forex trading main humay jald bazi nahi karni chahiey kyun keh jald bazi main humay loss he hota hay aur humay chahiey keh esmain sabar say kam karen ta keh esmain acha earn kar saky
                    • #910 Collapse

                      jaldi say humy kafi zada nuksan hota hai jis ki vaja say her ik ko is market main isi tara say hum nay koi b order ko lagany main jaldi say humy nuksan hota hai or hum is ko teek nahi kr saqty hain kisi b surat main
                      I LOVE PAK FORUM
                      • #911 Collapse

                        g han is main hamain jald bazi say avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur market main plane kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main koi mushkil na ho skay aur profit hasil ho sakt
                        • #912 Collapse

                          g bahi ap ny sahi kha hai forex trading main har step ko achi trha soch kar trading karni chahye forex main jald bazi nahi karni chahye jald bazi main hmaisha unksan he hota hai es liye hmain soch smjh kar trading karni chahye or jald bazui nahi karni chahye trading main har point ko planing kar k deside karna chahye
                          • #913 Collapse

                            bhaii ap ny bhot acha question kia ha forex ma jald bazi ka bhot nuqsan ha agar hm forex ma jald bazi sy kaam lain gain tw hm is ma loss khain gain kue k jb hm jald bazi sy kaam laity hain tw hm market k trend ko achi trha nahe daikhty aur sochy bgair trade lga daity hain
                            • #914 Collapse

                              kisi bhi karobar ko shoro karny se pahly usy achy tareqy se sekh lena aur practice zarori hy jald bazi ka matlab sekhy bager kam shoro kar dena to lazmi bat hy ap ko loss ho ga jab tak ap us kam mein maharat hasil nhe karty
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #915 Collapse

                                dear forex trading mai jald bazi ka mtlb lalach hy aur lalach ap ko hamesha loss he detii hy aga rap es ko seekho gy smjho gy tu he ap es usiness mai acha eanr karo gy warna ap ko kch b haisl nh hone wala aur ap loss he karo gy lehaza p ko acha kam karna ho ga tak ap koacha faida haisl ho ajey///

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X