Forex me Lots kia hota hai or ese kasay use krna chahe ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex me Lots kia hota hai or ese kasay use krna chahe ?
    guys forex me lots ki bht ahmeyat hoti hai es ko sahe toor par hum agar use krte hain to hume kam se kam nuksan hoga ,
    new traders k lia behtar hai k wo jab bhi trades place krte start me to wo 0.01 ki lot ki trade lagaye es se hoga ye k profit or loss dono kam hoga or jo experts traders hote hain wo lots bari bhi lagate hain q k unka market analysis bht acha hota hai jis se wo zada profit earn krte hain guys agar ye post achi lage to thanks krna.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bro forex trading me lot size ki bohat importance hai kiun kay lot size hi humare profit ya loss kay size ko change karta hai, hum jitnay ziada lot size say trade open karen gay humain utna ziada loss ho ga ya profit ho ga. Iss liye jab tak new traders market ki achi understanding hasil na kar lyn un ko chahiye kay choty say choty lot size say trading karen jis say un ka risk and reward bhi chota ho ga.
    • #3 Collapse

      Dear jo ham forex main buy or sell ki trades open kartay hain us ko lots main describe aisay karain gay jaisay aap kay lain kay kay aap ne kitnay hazar dollar ki lot purchase ki. To jitni bari lot ho utna zada faida ya nuksan hota hai.
      • #4 Collapse

        Dear lot size wo price value ha jisy hum select karty hn r select kie hue lot k mutabiq hi ap ko loss ya profit hota ha.choti lot lagayein gy to loss ya profit b chota hoga r bari lot lagayein gy to loss ya profit b bara hoga.islye agr ap new hn r ap k experience ni ha to ap choti lot hi lagayein.
        • #5 Collapse

          Yes dear ap ne thek kaha ha lot size hamesha market ko achi tarha analysis kar k lagani chahye aur jo new user hain ya jin k account choty hain wo hamesha choti lot use karyn ta k agar market opposit jaye tu loss kam ho aur account wash na ho
          • #6 Collapse

            dear jaha tak baat hai lot ki to ap k pass agar standard account hai to aus mai lot agar ap 0.01 ki use karty hai to ap ko 10 pips par 1$ faida ya loss hota hai agar ap .10 ki lot use karty hai to 10 pips par ap ko 10$ ka faida ya loss hota hai aor agar ap ne 1.00 ki lot use ki to ap ko 10 pips par 100 $ ka faida ya loss hota hai.
            • #7 Collapse

              Forex trading main agar 1.0 ko daikhana ho to 1 lakh usd ka lot hota hai. Agar ham aisa lot lagatay hain to hamain profit bhi usi hisab day hota hai. Or loss bhi usi hisab say
              • #8 Collapse

                sir forex ma agar apnay lots ka pta nai ha to ap forex ma trade laga hi nai sakty ha qk jesy apka balance 200 ha or apko lots size ka nai pta ha or ap trade laga dety ha to apko uski waja say loss bhi ho sakta ha lots size usay khaty ha k agar ham jatni lots size lagaty ha uthna loss k pips ziada ho jaty ha
                • #9 Collapse

                  Re: Forex me Lots kia hota hai or ese kasay use krna chahe ?

                  forex trading may lot aiik volume hota hey kah ap kon say volume ki trade lagana chahtay hain ye aik trader kay capital pay depend karta hey or jo new trader ho ga us ko chahheye kah woh 0.01 trade ki he lagaye q kah ais say us ko loss bhe kam ho ga or profit bhe kam he ho ga or aik achi income guzaray kay leay aye gi lot size hamesha apnay capital ko daikh kar lagai chaheye.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex me Lots kia hota hai or ese kasay use krna chahe ?

                    Ji han dear brother aapane bilkul sahi kaha hai Forex Mein lost bohat amyat hoti ha Kyon ka lote size hamri profikt ya lot ka siza ko chang kar ta ha

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X