don't loss your hope...
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    bhai jan forex me kam karty howe hume kabhi b apna dil nahi chorna chahye jiss say hum apna kam ko kar sakty hain is ko hume zror dekhna chahye aur is pay kam ko karna chahye...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Dont loose your hope ever in trading because this destroy your future confience for the job always be hopeful about the work. Confidence is the mother of success.Be confident about your work in forex because work with confidence has less chance of loss.
      • #33 Collapse

        yes yeh baat hy jo mein ny apny boht sary answer mein highlite krny ki koshsh ki hy k ap ko apny emotions per control krna chahiy q k agr ap market k rate up ya down jany sy ap apni trade ko close krty hein to ess ka mtlb hy k ap ko apny emotions per control nai hy aur essi emotions ki wja sy ap greed mein mubtla ho jaty hein.
        • #34 Collapse

          bhai loss is the part of the forex business kyun keh ager aap ko loss hwa hai aur ne disheart ho k forex trading he chor de hai tu its not good is mein itna he invest kerain jitna aap loss bardast ker saktay hian is liya forex mien loss say nahi darna chaya aur new confidence k sath next trade lagani chayae.
          • #35 Collapse

            ji han mai ne kaafi logon ko daikha hai k wo loss ho jane k baad kafi disheart ho jate hain is liye mai un ko ye mashwara daina chaha hoo k wo umeed na harain kiu k insaan ghaltiyan kar kar k his seekhata hai is liye dont lose your hope bhai is mai hmain kaafi earning hoti hai aap yqeen krain
            • #36 Collapse

              umeed ek roshni hoti hai ta k hum forex main ek success trader ban saky,,,,is liye ap ko chay ek umeed kabhe bhe mat chory,,,and agar ap ko loss bhe ho to us loss se learn karain and agay kaam karain..........
              • #37 Collapse

                forex trading main apni umeed nahi chorni chaye kamyabi ki agar ap forex trading main minimum lot se trading karo ge to ap zyada time tak trading kar sakte ho or apko zyada profit bhi ho sakta hai thora thora karke
                • #38 Collapse

                  yes dear you are right forex is a business aur es mai profit aur loss hota hai ..eslye loser trader ko umeed nahi harni chaheayi aur trader nahi chorna chaheyai ... because umeed pr to dunya qaim hai
                  • #39 Collapse

                    G han dear me ap ki bat se agree karta hu aur humain forex trading business me loss hone ki sorat me na umeed nahin hona chahiye balke zayada practice aur learning karni chahiye aur hum asani se es business se zayada practice aur mistakes ko theek kar kay apne loss ko recover kar sakte hain.
                    • #40 Collapse

                      Trader ko kabhi bhi apni hope ko lose nahin karna chaiye agar ap ki koi trade loss mai ja rahi ho to ap ko sabar karna chaiye aur thora wait karna chaiye , Forex trading mein jaldbazi ka koi kaam nahin hai agar ap sabar karo gy tab he kuch hasil bhi kar sako gy ., kabhi bhi disappoint nahin hona chaiye.
                      • #41 Collapse

                        Jb trader ko loss hota hay to uski umeedain dum tornay lgti hain.aisay main trader ko apnay ap ko hosala main rkhna cahhaya.Koi bhi Trade lganay say pahlay achi bat hai k hamin jati hi lot nahi laga dayni chaiy hamin market do dakh kr apnay ap ko mutmain kr k kah market ka trand ab kis taraf hai phir is main trading krni chaiy
                        • #42 Collapse

                          bilkul theek kaha kay agar aap nay kisi bhi kaam main umeed ka daman choor dia to aap ko kaam main shadeed nuksaan bhi ho sakta hai aap ko chaiy kay aaap achay sya is kam main mehnat karain.
                          • #43 Collapse

                            G han bilkul agar hamari koi trad loss me ja rahi hay 2 ya 3 din b loss me hi rahy to us ko kabi b close nahi karna chaye, sabar se kam lena chaye market jab tak profit me na ajaye.
                            • #44 Collapse

                              Aap Forex main thoraa sa time lagatay hain Tou Aisaa nahin hotaa phr yakenaan Aap Trade ko open Kar k us K profit main he anaay ka intezaar Kartay hain.humhe kabhi bhi hope nahi chorni chaiye kyun k agar hum forex mein hopeless hojaye gaye tou hum yahan pe agaye kese barh payen gayen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                yes hope makes us strong to do trade The best way for me is when there is a price retest.Than i open an order with a small tp and when the price moves again with the trend than open another order with relatively high tp.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X