Kam profit pa he guzara karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kam profit pa he guzara karna
    Dear friends agar banda kam profit pa guzara kar ly to ye us k liye ziada faidamand ho sakta hy bjy is k banda jb thora profit ly leta hy ro ziada profit k chakar ma account wash karwa leta hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear jaha tak baat hai profit ki to ye kisi trade par zayda ho jata hai kisi par kaam ho jata hai agar hum ais chacker mai ho k her trade par zayda profit hi lena hai to ais mai humra apna hi loss hai kun k ais mai kai dafa market profit wali side par aati hai phir loss wali side par chali jati hai.
    • #3 Collapse

      han ji bilkul forex main kam profit main hi guzara achi bat hai is main lalach nahi krna chahiye kam profit main hi hamara faida hota hai agr laalch krain us main profit ki bijaye loss ho jata hai jo k hmari apni galti kim wajah se hota hai is lie mere khyal se kam profit main hi guzarana krna behtar hai
      • #4 Collapse

        Dear brother agar hum forex main money management Kay hisab say hum trading karien tu hum apna account washed honay say bacha skatien Hain q Kay jald bazi main trading kartien Hain jis say hum ko loss hota hay or hum apna account washed karwa deatien hain
        • #5 Collapse

          Dear ap jitne marze bonus py trade karen agar ap money managment ke sath trade kar rahe hoon to account kabhe bhe wash nahe ho ga
          • #6 Collapse

            Forex trading is all about patience.. Forex main achi profit earn karny k liye zaruri hai keh greed sy bacha jaye.. daily basis per choty choty target set karny chahye aur un ko achieve karny chahye..jb target achieve ho jaye to trading stop kar deni chahye.. over trading bhi forex main account wash hony ki wja ban sakta hai..
            • #7 Collapse

              Bat to aap ki theek hai jab ham log kam profit main guzara kar laitay hain to. Zaiada dair phasy nahi raitay laikin aap ko pata hona chiay kay forex trading main or wo bhi insta forex bonus affiliate account per dil to karta hai account grow karnay ka is liay wait karna parta hai.
              • #8 Collapse

                bil kul drust kaha ap ne q k kam profit pe guzara karnna qana,at hay or merey bhi lalach bahut buri bala hey jo shax lalach me girta hey barbad ho jata hey.
                • #9 Collapse

                  Dear frend forex forum mai maney managment bhot he importent chez hai jis ko many managment ka sahe pata chal jaye wo profit b bhot achy sy earn kar sakta hai or apna account b washed hone sy bacha sakta hai.
                  • #10 Collapse

                    Agar aapko low profit Milta Hai to aap usko le le aapne Jyada profit Ke Chakkar Mein Apne kam profit ko bhi jaya nahi karna isliye Jitna profit Milta Hai Aap usko le le forex market Mein aapne laalach nahi karna jo log laalach Karte Hain woh Apna profit Bhi Jaaya Kar Dete Hain aur Apna loss bhi kar lete hain Is Tarah Se woh Kamyab nahi ho pati
                     
                    • #11 Collapse

                      sir koi masla nai ha agar apko kam profit bhi ho jata ha to ap loss say to bach jatay ha insan hamsha choty level say hi uper ata ha to islay apko thora thora krky apna profit krna chahiye ha jab lagay apko k apka balance ziada ho gya ha or market k itna move krna ha to apko trade laga deni chahiye lakin hamsha apko lots size kam rakhna chahiye
                      • #12 Collapse

                        Ji haan aapko forex market Mein kam profit Mile Toh uss par Guzara kar le Jyada profit ke liye Jyada risk lene ki jarurat nahi hai kam profit Milta hai us par aap kaam kar le come profit aapko loss karne se zyada bekar hai isliye Jitna Bhi profit Main Usko Hasil Karle aur Apna Kaam continue rakho
                         
                        • #13 Collapse

                          G bahi ap theahk kah raha hain kam tohra porfit la kr trade band krni chaya kiun ka hamra capaital kam hota hai or agr trade ho jaya tu loss ki traf ho ga tu ap ka capaital kamnhona ko waja s ap ka account wash ho jaya ga apna account konwash s bachana ka trade tohra pefit ka bad bamd kr dain
                          • #14 Collapse

                            dear forex ki market app key 1 order key bad close nahi ho jati agar app ko 1 order me kam profit be ho jata hay to ye acha hay or next time trading ka plan app ko banana chaye, market 24 hurs open hi hoti hay kesi be time app market me in ho kar profit earn kar sakty hey.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bilkul aaaapki baaat thek hain hum ko kaam profit pay dehan dena chaiye agar hum ziyda profit ka sochy gy tu hum losss b kare gy qk ziyda profit big lot say hota hian or big lot ziyda use karna ye mere khayal say thek nhe hain is liye umeed hain k hum ko kaaam balances kam profit pay dehan dena acha hain agar hum kaaam profut dekh le gy tu hum apna account ko safe b rak skte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X