Risk lena chaheye ya nahe ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk lena chaheye ya nahe ?
    Aksar aap sonte honge k forex buhot zyada risky type business hai aor ese waja say buhot say log esko start karne say gabrate be hai lekan janab business terminology mai ik term hai k wo log jo zyada risk lete hai wo zayada earn be karte hai lehaza forex mai be wo log zyada he earn karte hai jo zyada risk laite hai aor forex es risk ki waja say he sub say zyada profitable business hai

    IF YOU LIKE MY POST THEN PLEASE CLICK ON LIKE AND THANKS BUTTON.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    sir meri nazr ma to apko koi bhi risk nai lena chahiye qk forex ma ham choti si risk ki waja say loss ka naqsan ho sakta ha islay apko risk kam lena chahiye or risk apka lots size say hota ha k jatni ziada lots size hoti ha uthna hi hamry loss kay chance ziada hoty ha islay apko dakh kr risk lena chahiye
    • #3 Collapse

      dear high risk nahi lena chaye or koshish karni chaye key safe trading ki jaye jes me loss key chances kam se kam hon, agar kam risk le kar trading karen gey to profit earn karny me time to lag sakta hay magar account wash hony se be bach jata hay.
      • #4 Collapse

        agar hamara capital bara hay aur koi risk bardasht kar sakta hay to hamin zaroor risk layna chahiye kiun kay ye business to hay hi risky is liye har trade per risk hota hay jo kay ya to account tak wash karwa daita hay ya bhi behtareen profit day jata hay..
        THKS
        • #5 Collapse

          mera nai khyal k humay forex trading may risk nai lena cahiay kiu k ye bht riskt business is mayhumayjitni jaldi profi thota hay us se bhi zada jaldi loss hota hay is liay humay cahiay k hum is may risk na lay
          • #6 Collapse

            Jab aap Forex trading Mein kaam karne Lagte Hain tab aap ko risk Lena hi hoga jab tak risk nahi Lenge aapko profit nahi hoga risk Lekar Hai Yahan Par her trader kaam karta hai aur Forex trading Main Apni earning ko complete karta hai jo Log Yahan Par risk nahi Leta hu Yahan Par Kabhi Kam Nahi kar sakte or Is Tarah Se unko Kabhi success bhi nahi milti hai isliye risk se dar na nahi hai
            • #7 Collapse

              dear jaha tak baat hai ais market ki to ais mai ye hai k jab tak hum ais mai risk ni ley gay tab tak to hum ais mai se paisy earn hi ni kar sakty kun k ais market mai ye hai k agar hum ais mai risk zayda lety hai to hum ais mai earning zayda hoti hai aor agar risk kam ho to aus mai profit bhi kam hota hai.
              • #8 Collapse

                Dear trading naam hi risk hai agar aap iss mein risk nahin letay tou aap iss mein kabhi kamyaab nahin ho saktay kyun kay darnay wala banda kabhi bhi bold step nahin utha sakta iss lye trading full confidence kay sath karain
                • #9 Collapse

                  forex aik risky buissness hy is main risk laina hi padta hy koi bh buisnes ho is main risk basic chez hy jub ap invest kr rahy hoty hn to ap risk hi ly rahy hoty hn
                  Signature removed by moderator
                  • #10 Collapse

                    Aslam o alikoum dear aap world ka koi v kam daikhain sub kamoun main Risk hai aur laina bhee parta hai ess he tarhan forex trading business main bhee ay saa hei hai likn agr aap teak say samjh kr ess business ko use krain gy too faida hoga
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Forex trading me risk k bgair koi trade ho hi nahi skti agr ap risk nahi len ge to trading nahi kr sken ge, ek ache trader k leay best option ye hy k wo apne risk factor ko apni best analysis aur strategy use krte huay profit me convert kr le, keun k market prices ka confiem ksi ko b nahi pta hota k next move kea hogi,

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X