forex join
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #691 Collapse

    Forex mein un logo ko kam krna chahiey.jin ke pas acha khasa time.us se faida ye ho ga.ke agr us bnde ne trade lagani bhi he.tu pehle wo chart dekh le.phr us hisab se trade lagey.inshallah profit mile ga us ko.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #692 Collapse

      bhai main is business ko part time main kerta hoon.kue kay mujay ya business buhat hi pasand ha.or mujay trading mainj buhat maza ata hay.main forex trading kay liya apna business kabhi nahi choe sakta.kue kay trading main kab kaya ho jay koyi nahi janta.is liya main is business ko hamasha part time main hi kerna pasand karo ga..
      • #693 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: khan19zs پيغام ديکھيے
        bhaiyoun mjhe ye batao k ap mein jis ne forex ko jion kya hai aur forex join krne ke bad bad ks ks ne apni jobs chori hai plz share aur sach sach bataye ga k forex se behter income hasil krne se kis kis ne job re se resign kya hai
        Forex trading Ek bahut in Great Britain is a world map forest ranges of VB Businessman Agar Hum Forex trading main hardworking Karke trade Kare to hum yahan se millions of rupees bana sakte hain lekin uske liye hardworking karna zaroori hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #694 Collapse

          is ko har koi join kar sakty hain ye sab k liye best buiness hai is main plane kar k hi trad ekarni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main enter hony say pahly is k rules ko follow karna ho ga tab hi hum kamyab ho sakty hain it is best job
          • #695 Collapse

            Dear m ak techr hon lekin forex trading ko join kr k m ne apni job nhi chori q k forex trading ak boht hi risky r denjrus beznus hy es liy es m profit zrori nhi loss phly hy es liy m ap ko b ye hi advise kron g k forex ko join kr k apni job na choren ye part tim beznus hy esy part tim hi rakhen.
            • #696 Collapse

              Bhai agar apki job achi hai tu us k sath sath ap forex par bhi work karyn aur agar apki job achi nai tu forex par acha time expend kar k is par hi atmad karyn apko uska faida hoga aur is par ziada say ziada mehnat kar k paisay kamayn
              • #697 Collapse

                is mai hard work kar k hi trade karni ho gi aur is ko har koi joni kar sakta hai so hamain markt main up aur down ko dekhna ho ga tab hi hum achy say perform karein gay aur hamain market main knowldge k begair hum kuch hasil nai kar skaty hain ta k is say faida ho saky ga
                • #698 Collapse

                  g haa bhai jaan ham ko zyada see zyada jion karna chahiy hai aor as min hi hamara fyada hai aor as main ham zyada minat karna chahiy hai
                  • #699 Collapse

                    Bhai forex 24 ganty jb ap ka pas free time ha tb ap trading kar sakty agr ap ki koi or job lge hue ha to ap as job ko kesi sorat nhe chorna agr ap ky pas time nhi ha to ap rat ko chamd ganty forex ko dy treading kary as sy bhi ap forex ma bht achy tredr ban sakty hain lkun apni job ko kbi bhi na chory
                    • #700 Collapse

                      G friend ap bilkul thk kah rahy han k jo log forex ko pahly kar laty han or phr bad ma chor daty ha wo log phr bewcof han keu k ya ak bohat acha business ha is say pahly humy acha knowledge or experience hasil karna zarori ha or phr is ko join karna chaya
                      • #701 Collapse

                        Ager apka job hai hai aur apny Pakistan forex bhi join ker rakha hai to apko dono cheze ni chorni chahye balky job aur Pakistan forex ko aik per istmal kary apka experience apko dono siad se profit de sakta hai
                        • #702 Collapse

                          Bhai aik world wide business hy ager ap ne ne forex ko join kya hy to ap kbhi bhe isy na choren ager ap ko loss ho gya hy to learn kerna kbhi bhe na choren experience gain kerty rehen or fresh ho ker again trading kren
                          • #703 Collapse

                            Re: forex join

                            agar hum forex ko join karna chatey hain to hamy ache learning hasial kar ky ache planing kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonsu earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy yai kabe be band na hony wala business hain
                            • #704 Collapse

                              Re: forex join

                              Dear friend forex ko goin karny k bad hum ap ko yeh nahi kahty k ap apny gob ko chor dain nahi bak k job k sath sath forex ko time dain gab forex sekh gain gay aur ao ki bohot achi earning hogi to ap khud hi aoni job ko buy buy karen gay asi earning aur kisi job say momkin nahi hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #705 Collapse

                                Re: forex join

                                Bhai forex kay risky business main work karnay kay liye aap kabhi bhi apni lagi ho job ko mat choriyega. Kyunkay aap ko to pata hi hoga kay is business main har waqt loss ka khatra rehta hain. Aur hum bari tezi kay sath apna loss kar saktay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X