weekend ko withdraw milta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    weekend ko withdraw milta hai?
    bhai jis trah week man 2 day market off hoti hai to kua agir hum on 2 day man withdraw krin to mily ga matlab Monday sy Friday tk trading krin or jo profit ho woh hum Saturday ko withdraw request kr dain to kua hmara withdraw Saturday or Sunday ko mil jaya kry ga ya insta only working days Monday to Friday tk he pay krta hai?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai, weekend per withdrawal nai ata ha working days ma ata ha . Monday sa la kr friday tak . Aur withdrawal krna sa phly ap apna sara order close kr dain aur phr withdrawal request bhaj dain .
    • #3 Collapse

      dear jaha tak baat hai weekend ki to ais mai ye hai k agar hum ais mai withdraw ki request kar lety hai agar sath weekend aa raha ho to aus mai bhi withdraw aa jata hai kun k kuch din phly mainy aik post study ki hai jis mai aik bandy ne sath pic bhi upload ki thi.
      • #4 Collapse

        Bhai ye do din insta k holiday hore hein lekin agr hum Saturday day ko withdraw letu hume mil jata hai sunday ko nai milta hai hume is main experience k sath kam krna chaiye ye hamre loye important hai
        • #5 Collapse

          weekend py marjaet bnd hoti hy na trade hota hy aur na hi withdraw hota hy baqi 5 din mn apna work complete kar lea karen en dino ap sirf post aur comemts kar sakty hen
          • #6 Collapse

            g han agar app withdrawal request send karen gey to ye Monday or Friday working days me kesi be din approve ho sakty hey kam se kam be 7 days required hoty hey withdrawal ko approve hony key ley.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: hassan4832 پيغام ديکھيے
              bhai jis trah week man 2 day market off hoti hai to kua agir hum on 2 day man withdraw krin to mily ga matlab Monday sy Friday tk trading krin or jo profit ho woh hum Saturday ko withdraw request kr dain to kua hmara withdraw Saturday or Sunday ko mil jaya kry ga ya insta only working days Monday to Friday tk he pay krta hai?
              Main Aksar suna hai ke week and pe window nahi aata lekin main do teen Baar Friday Ko Jab withdrawal gaya hai toh Woh Saturday ya Sunday ko bhi aa jata hai
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                monday to working days monday to friday hoty hain en dino mai hum kam kr skty hain or withdraw ki application dy skty hain withdraw chon k seven days k ander aata hai es liye aap ko baz mrtba saturday ko bhi receive ho skta hai...
                • #9 Collapse

                  Ji haan Agar Hum Log weekly working days may Apna Hainprofit withdrawkartey hain To Woh working days Mein Hame Mil Jata Hai Aksar ooqat is procedure Mein 2 se 3 Din b Lag Jate Hain aur Aksar ek din mei he aa jata hai
                  • #10 Collapse

                    nai bhai sahib weeknd main insta forex walonka finance staff chuty pay hota hay wo hamain offline honay ki wajah say withdraw nai daitay is liye hamain bhi chaye k ham weeknd main apna withdraw na lagain laga k jo ham ko kaafi sara wait karna hoga is liye wait say bachnay k liye hamain aisa he karna chaye.
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: khuram26 پيغام ديکھيے
                      Bhai, weekend per withdrawal nai ata ha working days ma ata ha . Monday sa la kr friday tak . Aur withdrawal krna sa phly ap apna sara order close kr dain aur phr withdrawal request bhaj dain .
                      nahi bhai ab weekend ko bhi withdraw ata hai man ny Friday ko sham withdraw request lgai thi mujy to lga tha k ab Monday ko he withdraw mily ga but ab insta weekend ko bhi withdraw daty hain mujy kal Saturday ko withdraw mila hai or yah ab aj ashi bat hai k hum ko withdraw krny k luy working day ka wait nhi krna hota
                         
                      • #12 Collapse

                        Gee haan bhai jaan aap agar weekend pe withdraw lagatay hain tou woh aap ko weekend pe bhi mil jata hai lakin weekend pe trading nahin hoti kyin kay saturday aur sunday ko tamam world markets close hoti hain jab kay pakistan forex forum open hota hai
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: riaz2978 پيغام ديکھيے
                          Gee haan bhai jaan aap agar weekend pe withdraw lagatay hain tou woh aap ko weekend pe bhi mil jata hai lakin weekend pe trading nahin hoti kyin kay saturday aur sunday ko tamam world markets close hoti hain jab kay pakistan forex forum open hota hai
                          jee bhai man janta hon weekend ko forex market man trading nahi hoti but crypto trading ki ja skti hai or btc ki bhi currency bhi open hoti hai but Os man spread zuada hota hai weekend ko hum ko only rest he krna chaye yah he asha hai
                           
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            vitra ka bahut bada issue Aaj Kal Ho Raha Hai Hame paise bhi bahut market Mein Milte Hain Hum kab se achi trade Lagate Hain Jab km profit Kafi time ke baad hota hai Jisko maine Aise Bhi karna Hamare liye bahut Mushkil ho jata hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X